Sab log kyu bhaag rahe hai?
Santa: sab log kyu bhaag rahe hai?
Banta: yeh race hai. jo jeetega use prize milega
Santa: agar sirf jeetnewaale ko prize milega to itne log kyu bhaaga rahe hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 921 views
Similar Jokes
Ek Raat Do Baje Bahut Tez Baarish Ho Rahi Thi,
Santa Ne Ek Aadmi Ke Ghar Ki Bell Bajai Aur Puchha,
Santa: “Dhakka Laga Doge Kya? Please”
Aadmi Neend Mein Tha Isliye Mana Kar Diya Aur Andar Aa Gaya,
Par Fir Use Ehsas Hua Ki Kabhi Wo Khud Barish Mein Fas Jaye Aur Koi Uski Madad Na Kare To?
Wo Utha Bahar Jaa Ke Bola: “Kya Tumhe Abhi Bhi Dhakka Chahiye?”
Santa Ki Awaaz Aayi: “Haan”
Aadmi: “Theek Hai Par Tum Ho Kahaan?”
Santa: “Yahaan Garden Mein Jhule Par“
by Pak101.com (few years ago!)
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(
by Abdul Sami (few years ago!)
DOCTOR- AaPne JiSko SWIMING-PUL Me Dubne Se Bachaya Usne FANDA Lagakar KHUDKUSHI Kar Li
PAGAL-Wo To Mai Use Sukhane Ke Liye Tang Kar Aaya Hu
by Pak101.com (few years ago!)
KAL KI ROTI
Ek fakir pathan k pas aya.
.
.
Pathan: kal ki roti kha lo ge?
.
.
Fakir: ji kha lon ga.
.
.
Pathan: Thk hy. Tu phr kal time se a jana....:-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl:Main fail hona chahti hon
Boy:Kyun?
Girl:Ammi na kaha hai 1st ai to Sceince Dilwaengi
2nd to arts.Agar Fail ho gai to SHADI Kara Dungi.
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Funny Saas: Bhagwan ne tumhe 2-2 aankhe di. Chawal me se 3-4 pathar nahi nikal sakti kya.
Funny Bahu: Bhagwan ne tumhe 32 daant diye 3-4 pathar bhi nahi chaba sakti kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tmhare Abu Kya Kaam Krte Han?
Bacha: unki apni UPS shop ha.
Teacher: Nice. Acha ye UPS ka kya mtlab ha?
.
.
.
.
.
.
.
.
Bacha: Ustaad Pakora Shop
by Pak101.com (few years ago!)
Aman : Yaar hum hindi
bolte hai, english bolte hai, but
maths kyun nhi ?..
Chaman : Jyada 3-5 mat kar
or 9-2-11 ho ja varna 4-5
dhar dunga, 36 ke 6 reh jayenge
samjha
by Pak101.com (few years ago!)
Jaanwaro Ki Khasiyat.
Bandar: “Inteligent”
Dog: “Wafadaar”
Aap Plz Ab Aage Na Padhna,
Maan Jao,
Please Mat Padho Na,
Yaar Maan Bhi Ja Na
Gadha: Wahi Karta Hai Jis Kam Ko Mana Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Kia Aap k Sur Par Seengh Hain???
Just Check It
Nahi Hain??
Nahi
R u Sure??
Yes
Koi baat Nahi Gadhay k bhi nahi hotay
by Mazhar Khan (few years ago!)