Apun ko kaisy pata
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho, ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
by Pak101.com (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Saccha dost wo hota hai,
.
Jo exam mein aap ke paas wali,
.
.
.
Window ke samne aake bole??
.
.
.
.
Abey kitna likhega ??
jaldi chal teri wali jaa rahi hai… :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Pak101.com (few years ago!)
Sakht Garmi Ka Time Tha Aik Buzurg Amrood Baich Rahy Thay.
Aik Larka Aaya Our Poocha:
Chacha Jee, Amrood Main Keera Tou Nhi?
Buzurg Nay Bohat Pyara Our Mutma’in Karnay Wala Jawab Dya K:
Beta Ye Amrood Ha, Teri G****d Nahi… :O :D :P
‘(‘.’)’
_/\_ Chacha Zindaabad…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ajooj Majooj
Yes Sir
Zakoota
Yes Sir
Darakoola
Yes Sir
Iblees
Yes Sir
.
.
.
.
Zardari
!
!
!
!
!
Sir Wo Pakistan lootney giya hua hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TEACHER: Ek Aisa SentenseBatao Jis Mein URDU , HINDI ,PUNJABI Aur ENGLISH Ka SahiUse Hua Ho ….…......
SANTA : ISHAQ DI GALI VICHNO ENTRY …. =P =D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ik amir Sardar ko heart surgery ke liye blood ki zarrorat thi.
Ik garib Bania us ko blood donate karta hai. Sardar usko 5 crore ka inam deta hai.
Sardar ko ik bar fir blood ki zarrorat padti hai. Bania badi khushi se usko fir blood donate karta hai. Iss bar Sardar usko ik Cadburies Chocolate gift karta hai.
Bania kaaran poochta hai.
Sardar: Ab meri body me bhi Bania ka khoon dor raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik shaks ne 6 mah ke bachey ki birthday party mana lee;
Kisi ne poocha : 6 mah ke bachay ki birthday kaise?
woh skahs bola: Hamary han semester-system hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu Ke Pass Ek Kutta Bhi Tha, Ek Din Vo Usko Leke Sadak Pe Ghuma Raha Tha.
Ek Police Wale Ne Usko Dekha Aur Uska Majak Udate Hue Bola.
Policewala: “Arey, Apne Bhai Ko Leke Kaha Ja Rahe Ho?”
Pappu Pyar Se Muskurate Hue Bola: “Ji, Police Mein Bharti Karwane“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar darakht pe ulta latka howa tha
.
Friend: Tu darakht pe kion latka hai?
.
Sardar: Sar dard ki goli khayi hai
kahen pait mai na chali jaye
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Pathan Halwayi se: Tum kitny salon se Jalebi bana rahy ho?
.
Halwayi baray fakhar se: 20 saal se
.
Pathan: Bari sharam ki baat hai tum se aaj tak Jalebi seedhi nahi bani
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)