Santa Ne Apna Ghar Construct Kiya..
Santa Ne Apna Ghar Construct Kiya..
Construction Ke Baad Uper Wale Part Par
Color kiya,
Aur Nechay Wale Part Par Likh Diya
"SAME AS ABOVE"
by Pak101.com (few years ago!) / 857 views
Similar Jokes
Kashmir Day J0ke Sms
Kashmir Ke Vadiy0n Me
Barfele Hawa0 Me
Jhel KAY Kinare Baithe Laila Ne Majnu Sey Kya Kaha
Her0 Mat Ban
Sweter Pahen ley.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ko Ek Baar Talibano Ne Pakad Liya Aur Kaid Kar Liya
Unka Leader Aya Aur Pappu Ke Gardan Pe Talwar Rakh Ke Bola
Leader: “Oye, Ya To Islaam Kabool Karo, Nahi To Gala Kaat Diya Jayega”
Pappu Rote Hue: “Yaar, Kesa Ajeeb Dharam Hai Tumhara, Kabool Karo To Susu Kaat Dete Ho, Na Karo To Gardan“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa :-jab main paida hua tha to mere papa ne 51 banduke chalwai thi.
Banta:-kamaal hai,sabka nishana chook gaya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Zardari ko juta nhi laga tu kya hua "Faraz"
Akhir Jutay ki bhi koi self respect hy....!
by Raju (few years ago!)
A Father was watching Fashi0n TV,
suddenly his younger Son came . , . . &
Father diplomatically said:
‘ Ghareeb larkiyan hen,kapre lene k lye b paise nhi’
Son: ‘ Is se b ghareb dekhni hai to CD hai mere pas’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:
Muje 9 Bando Ne Mara,
GURO: Phir Tu Ne Kia Kya?
SARDAR:
Maine Kaha Agar Himat Hai
To 1 Ek Kar K Ao
GURO: Phir SARDAR:
Phir Sab Ne Bari Bari Maara.
by Pak101.com (few years ago!)
Wakeel ka beta:papa ami ne mujhe bila waja thapar mara hai.
Wakeel:sorry beta supreme court ke khilaf appeal high court me nai hoti
by Sabir shah (few years ago!)