Nurse : Mubarak ho aap ke ghar

Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.

Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!

by Pak101.com (few years ago!) / 905 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

1 Pathan Ki Cycle Chori Hogai

1 Pathan Ki Cycle Chori Hogai
“Us Ne Alaan Kia”
Jis Ne Meri Cycle Churai He Wo Sham Tak Wapas Kr De.
Warna Me Wohi Kronga
Jo Mere Abo Jan Ne Kia Tha”.
Sham Se Pehle Us Admi Ne Cycle Wapas Krdi,
Or Pocha
“Ap K Walid Sahab Ne Kia Kia Tha ? Pathan Ne Jawab Dya!
“Unho Ne Dosri Cycle Khareed Li Thi”..

by Pak101.com (few years ago!)
yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha

Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.

Banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mulaazim

Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.

by Pak101.com (few years ago!)
pathan in interview

Ek pathan interview dene gaya us say pucha gaya aap kitne behen bhai hain..
Pathan: 5 behen bhai,
In mein aapka No kon sa hay?
.

.
Pathan: Mera No Zong ka hay.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek ladka fail hua

Ek ladka fail hua. Uskay abu ne kaha dekhu padon ki ladki nay kitnay marks liye hain. Ladka haan haan dekh dekh aur dekh , usee ki waja say thu Fail huwa hun

by Mazhar Khan (few years ago!)
Oh Ye To Gobar Ha..

Sardar Walking At Night…

Saamne Gober Para Tha..
Sardar Ne Jhuk Kr Ungli Daal Kar Chakha Or Bola: Oh Ye To Gobar Ha.. Shukar Hai Mera Pair Nahi Para..!

by Pak101.com (few years ago!)
Modern Insult

Modern Insult

Boy To Girl - I Love You And Want To Marry You.
.
.
.
.
Girl - Apni Shakal Dekhi Hai..
.
.
.
.
Boy - Dekhi Hai Tabhi To Tere Paas Aaya Hoon Warna Katrina Kaif Ke Paas Jaata..

by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji : Motor bike se bade jor se

Sardarji : Motor bike se bade jor se aatein hai aur niche gir jate hai. Public sab aakar uper uthake puchne lagte hai, “sardar ji kaise ho?“ 

Sardar : Arre arre chodo bhai aap logon ki dimag kharab ho gaya hai ky YE MERA UTARNE KA STYLE HAI… 

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga

Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Titanic Ke Sath Santa Bhi Dub Raha Tha,

Titanic Ke Sath Santa Bhi Dub Raha Tha,
Our Has Bhi Raha Tha.
Banta: Oye Kyu Hass Raha Hai?
Santa: Shukr hai maine return ticket nahi kharida.

by Mohammad Ali (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Kisi Ki Parwaah Nahi Karta

Mairy khayal mai

Mari shadi main ao ge

Neutron in the Bar

The caption ofvteam

"How Many Senses DoesA Man H..

Sardar

Stude well my child

Tum cricket dehkte ho

Hum eid k liye kapre bnae ga

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook