Aadmi jyotish se
aadmi jyotish se
meri shaadi q nahi ho rahi..?
jyotish: ab qudrat ne teri qismat mein dukh nahi likhy to mein kiya karun
by Pak101.com (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
An Old quote
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to usy ghussy ki halat men dekho”
New versiOn
“Agr insan ka ikhlaq dekhna ho to uska Inbox check krlo;):-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU Ne Ek Pad Mara Phir Dosra,
3,4,5,6,7,8,9,10
Kisi Ne Kha Bhai Sahab Ye Kya?
GOLU: Aaj Hum Ne Package Karaya Howa Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pakstani Shadi me khana khane k 2 asool:
RULE 1
Pehli bar is tarha khao k doosri bar milega nhi
RULE 2
Doosri bar is tarha khao k pehli bar mila hi nhi tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Suhaag raat ko dulhan k darwazay per zor say dastak hui tou wo dour ker bathroom maen chup gayee.
"kia hua"khawand nay kaha
"maen nay samja k police raid ho gaya hai" dulhan boli
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Ne Smoking K Nuqsan Batane K Liye
1 Keera Smoke Jar Men Dala To Woh Mar Gaya
Teacher:Aap Ne Kya Sekha?
Pathan:Smoking Se Pait K Keerey Mar Jatey Hain,
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bach Roz Maths K Sir
ko phone krta hai.
Sir ki wife:
Kitni Baar Kaha Wo Mar
Gaye Hain.
Baar Baar phone Q karte
Ho?
Bacha:Sun K Acha Lagta Hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
If Rakhi Sawant started acting in Ekta Kapoor soaps as the Drama Queen, what would be the name of the serials ?
Kyonki Saas bhi Kabhi Item Girl Thee
Kahin Kissing Roz
Kyaa Hoga Mika Kaa
by Pak101.com (few years ago!)
Ustad Ji Bachon Ko English Sikha Rahy Thy..
Ustad Ji: Meeday Tum Batao Ye Kiya Hai??
Meeda: Pata Nai Ustad Ji.
Ustad Ji: Ye "M" Hai, Is Se Maa Ata Hai
Jese Tumhari Maa..
Ab Ustad Ji Ny Sheeday Ko "W" Dikha Ker Pucha:
Batao Ye Kiya Hai??
Sheeda Ghor Se Dekhtay Huwe:
Ustad Ji Lagti To Ye Meeday Ki Maa Hai,
Magar Sar K Bal Khari Hui Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1 ldki prfum lga k bus pe chadi. Ldke ne coment pas kiya.
Aajkl phinel ka use kuch zyada h hota hai.
Ldki boli fir bhi cockroch picha nhi chorte
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Ladka Tum mere sapno me khwabo me jazbato me rahti
ho ladki bhaiya tumko kisi ne bewkoof banaya hai
mai toh haryana mein rahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!)