Pathan raat ko cycle ly k
Pathan raat ko cycle ly k qabristan main ghus gaya.
Phir dusri side se bahar nikla aur
paseena ponchhty huwy bola:
Yaara, ye konsa road tha?
Itna speed breaker?
by Pak101.com (few years ago!) / 890 views
Similar Jokes
Shivji-Bhakt main tumhari tapasaya se khush hua,bol tujhe kya chahiye.?
Bhakt-D.J System dedo Prabhu.
Shivji-Abe SALE D.J hota to main Damroo kyon bajata.:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Wife to Husband: Aap aaj khana paka rahe hain ya nahi?
Husband: Nahi na khana pakaon ga na kapre dhoun ga na safai karon ga.
Wife: Ok main MQM office main Phone ker ke bol deti hun, ke main jalsay main nahi aa rahi wo waja pochain ge to bata don gi
Husband: Aray nahi begum main to mazaq kar raha tha tum jao
by tanveer hussain (few years ago!)
A BOY on DATE With GIRL in BMW.
Jaan, Maine tumse ek baat chupayi hai. I’m already married.
Girl: oh, Tumne to dara diya, Main Samjhi BMW tumhari Nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney
Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand
Pathan Hota. -
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ik Gujarati Babu ke 2 kids the: Raju aur Sanju.
Raju: Papa, Sanju apko gadhe ke barabar bhi nahi samjhta.
Sanju: Nahi papa, yeh jhooth bol raha hai, mein to samjhta hoon ji.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar pathan K bachay ko dekh kar bola
bhot khubsurat hai kitnay MAAH ka hai?
Pathan gussey may bola:
Kameene aik hi MAA ka hai.
by Razzi (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by Umair Rahim (few years ago!)
Jaanwaro Ki Khasiyat.
Bandar: “Inteligent”
Dog: “Wafadaar”
Aap Plz Ab Aage Na Padhna,
Maan Jao,
Please Mat Padho Na,
Yaar Maan Bhi Ja Na
Gadha: Wahi Karta Hai Jis Kam Ko Mana Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan gusse se: Waiter ! Es chicken biryani mai chicken kion nahi hai?
Waiter: Gulab Jaman mai Gulaab kahan hota hai?
.
Pathan: Han yar sorry…..
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)