Once Rakhi Sawant goes to LIC Office.
Once Rakhi Sawant goes to LIC Office.
Rakhi: I want to get my body insured.
Officer: Sorry Madam, we do not insure Public Property.
by Pak101.com (few years ago!) / 1247 views
Similar Jokes
Daaku Pathan K Ghar Gus Giya Aur Bola
Jaldi Batao SONA Kahan He?
Pathan:
Pagal Ka Bacha Itna Bara Ghar He,
Kahin B So Jao
Hamen Uthane Ki Kia Zarurat Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Jahaaz me Air-Hostess ne pathan ko ulti karte dekha to wo bag de gai k is me kar lo
Thori der bad AirHostess dekhti hai k sab ulti kar rahe hen or pathan so raha hai.
Usne Pathan se pocha sab kyun ulti kr rahe hen?
Pathan: hum ne ulti kia sab ne bura mana.
Hum wapis pi gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larkay waly:
bus g juldi se shadi kr daen.
Larki walay:
Nai abi larki parh ri hy
Larkay walay:
To hamara larka kon sa kaka hy jo kitabein phaar dy ga:-).
by Abdul Sami (few years ago!)
wat is the bigest presure on PAK cricket captain wen they need 1 Run to win in 5 overs and 10 wickets in hand?
.
.
.
Ya khuda agar jeet gaye to
English bolni padegi..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
1 bachy ko Exam mai koi sawal nahi ata tha
Us ne har sawal key nechy
||||||||||||||||||||||
.
.
.
.
Es tarah ki lines bana kar nechey likh dia
.
Scratch Karky Answers Parh lain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
...
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main
ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building
kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban
jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne
poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tinku: Mera Kutta Tommy Kho Gaya Hai.
Mintu: To Tum Kisi Akhbar Me Vigyapan Kyo Nahi Dete.
Tinku: Usase Kya Hoga?
Tmmy Ko 2 Padhna Nahi Aata.
by Pak101.com (few years ago!)
Zardari ko juta nhi laga tu kya hua "Faraz"
Akhir Jutay ki bhi koi self respect hy....!
by Raju (few years ago!)
Police Ky Chhittar Khane Se
Koi Mar To Nai Jata.
.
.
.
.
Bus Pedal Chalne K Andaz
Badal Jate Hain…!:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)