Judge: Isse Pehle Ki Faisla Sunaya
Judge: Isse Pehle Ki Faisla Sunaya Jaaye, Tum Kuch Adalat Main Kehna Chahte Ho.
Apradhi: Nahi Saahab Aaj Subah Aakhiri Dus Rupaye Bhi Vakil Sahab Ko De Diye.
by Pak101.com (few years ago!) / 1009 views
Similar Jokes
kash ae khuda tumne hame kitab banaya hota, haseenae hame padte padte so jaati aur sine se lagaya hota. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Farishte Qabar Mein PATHAN Ko Maar Rahy
Thay...!!!
Woh Hans Raha Tha..
Farishton Ne Waja Puchi To Bola:
Hum Khudkash Hamle Mein Mara Tha..
Ye Sar Hamara Hai Aur Jism Kisi Aur Ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa=matlbi dost se bach kr raho. Banta=magr matlbe dost ka pta kaise chalega. Santa=simple,sare dosto ko msg karojo reply na de samjah lo wo hi matlbi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Agr “punjab” ki larkiyan papita bechti to larkon ko bahut faida hota.
Kyun k larkiyon ko ye aawaz lagani parti
.
.
.
.
PAPPI TE LE LO
PAPPI TE LE LO:-
by haleema sadia (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BoyFrnd on msg:"Sweet heart Kya
kar Rahi ho.. ??
.
.
GirlFrnd:"meri Tabiyat Kharab hai
Jaanu Sone Ja Rai Hu&You..? ?
.
.
.
.
.
Boyfrnd:"Mai Cinema Hall me Tere
Piche baitha popcorn kha raha hu
Kamini..:/ :p :O
Boy Rocks...
Girl Shocks.. :p
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa : Yaar Tu Itna Bada Ho Gaya
Aur Phir Bhi Abhi Tak Tere Ko
Dadhi-Mooch Nahi Aayi?
Banta : Yaar Main Bilkul Apni Maa Par Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Masjid K Liye Chande Ki Appeel
Ho Rahi Thi,
1 Admi Ne Khare Ho K Kaha:
Mai Bulb Lagwa Dun Ga
Dosra:
Mai Pankha Lagwa Dun Ga
Pathan Josh Me:
Hum Cable Lagwa De Ga..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)