Funny Bapu In Interview
Funny Bapu In Interview
Interviewer: Aap Ka Janam Kaha Hua Tha?
Bapu: Porbandar.
Interviewer:Uska Spelling Batao?
Bapu:Majak Kar Raha Tha,Gujraat Main Hua Tha
by Pak101.com (few years ago!) / 827 views
Similar Jokes
Teacher:2 me se 2 nikalo kitne bache?
Pathan:kia matlb samjha nai.
Teacher:ap k pas 2 rotian thein wo ap ne kha lein baki kia raha.
Pathan:salan
by Sabir shah (few years ago!)
Santa:-Yaar Ans sheet pe kya likhun??
Banta:-Yehi Ki
"IS SHEET PAR LIKHE GAYE ANS KALPNIK HAIN JINKA KISI BHI BOOK SE KOI SAMBANDH NAHIN HAI"
by Pak101.com (few years ago!)
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
by Pak101.com (few years ago!)
Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?
Fareed: Janab mujhay nahi maaloom mein to apni baton mein laga hua tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl- kya tum mujhse pyar karte ho..?
Banta- haan
Girl- lekin tume to meri parwaah hi nahi
Banta- oye
pyar karne wale kisi ki parwaah nahi karte!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Believe it or not, but its true.
Gandhi went to gym at the age of 24. One of his
friend said,"Wah bapu, kya body hai".
Tabhi se bapu ne shirt pehenna chor diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Sonu- Abe, Tune School Aana Q Chhod Diya
Monu- Yaar, Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke
1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Raza: 13 days ago
Santa apna sar pani me duba rha tha
Biwi-kya kAr rhe h?
Santa-Dimag chalta nhi h Sala
dekh rha hu kahi Puncher to nhi.
by Pak101.com (few years ago!)