Noice Polution
Teacher: Baccho agar noice polution kam karna hai to kya karna chahiye?
Chaman: Teacher simple hai hamein apney kaan bandh kar lena chahiye…
by Pak101.com (few years ago!) / 815 views
Similar Jokes
Santa Sending Msg to all Frnd
"My Mob No is change"
Pehale Nokia6610 tha
Now I Have N73
So Plz Call n sms me on My New Nos thanks
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar Museebat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Bap Banana Parta Hai
.
.
.
.
.
.
.
.
PATHAN Bari Himmat Hai Jo Teri Ammi Maan Jati Hai.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Larki Se: I Love You.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
Pathan: "Assalam-o-Alaikum"
I Love You Baaji.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki
Sardar Bola:
Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!
Pathan:
O’Yara!Pochna To Humara Farz Hy Na!
by Pak101.com (few years ago!)
Jinn: Hukam aaka?
Man: Ghar se dunai tak road banani hai
Jinn: Mushkil hai aur koi kaam bataiye
Man: Meri biwi ko aagyakari aur samajhdar bana do.
Jinn: Road single banani hai ya double..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar english k paper main fail ho gaya,
He did translation:
1.Main aam admi nahi hon
I'm not a mango man
2.Sarda or garma fruit hain.
... Colda & hota r fruits
3.Mujhey bhi english ati hay
English comes 2 me also
4.do ro do chaar.
give and give four.
5.Mera taluk hari pur hazara se hay
I belong 2 green pur thousanda:
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladki Badi Udaas Si Colony Mein Se Jaa Rahi Thi
Pados Ke Ladke Ne Use Roka Aur Puchha
Ladka: “Arey Aise Udas Si Ho Ke Kaha Jaa Rahi Ho?”
Ladki: “Suicide Karne Jaa Rahi Hoon”
Ladke Ne Use Upar Se Lekar Niche Tak Dekha Aur Hairani Se Pucha
Ladka: “Arey To Phir Itna Make-Up Kyu Kiya Hua Hai?”
Ladki: “Arey Budhu, Kal Newspaper Mein Photo Bhi To Aani Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Baba Saxidas Ji Ke Pass Unka Ek Shabari Bhkat Pareshan Halat Mein Jata Hai Aur Puucha Hai.
Bhakt: “Baba Ji, Yeh Biwiya Sharab Se Itni Nafrat Kyun Karti Hai?”
Baba Ji Ne Uski Taraf Dekha, Muskuraye Aur Bole.
Baba Ji: “Kyun Ki Sharab Pine Ke Baad Chuhe Jaisa Pati Bhi Sher Ban Jata Hai, Jo Ki Vo Nahi Chahti“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta: Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta: Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Pak101.com (few years ago!)