Sardar : Apne bete se
Sardar : Apne bete se bola, Bevakuf…
kaisa machis leke aaya
hai, ek bhi tili nahin jalti.
Beta : Kya baat karte ho papa, sab tili test karke laya hu.
by Pak101.com (few years ago!) / 942 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
FaQeer:Ek rupay de do.
Lady: Sharam nhi aati itne smart handsome nojawan ho k bheek mangte ho!
FaQer:Acha janab phir 1 pappi hi dy do.
by Pak101.com (few years ago!)
Double vaat!!!
Mazak ki bhi koi haad hoti hai yaar mai ek ladki ke
saath date maar rahatha...Aur mera dost uske
samne aakar bola
.
.
... .
.
.
.
kal wali zayda achi thi ;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Idiots Would Have Been a More Bigger Hit.
If Kareena Kapoor Would’ve Also Once Said,
.
.
.
.
.
“Jahanpanaah Tussi Great Ho,
Tohfa Qabool Karo”
by Hassan Ali (few years ago!)
Wife:kal raat tum neend main mujhe gaaliya de rahe the.
Husband:Tumhe galat fehmi hui hai.
Wife: kaisi galat fehmi?
Husband: Yehi k main soya hua tha
by tanveer hussain (few years ago!)
Jaisa Ki Aap Sab Jante Hai Ki Pappu Ka Dimag
Shaitani Kamo Mein Jyada Aur Padayi Ke Alava Har
Sawal Ka Jawab Dene Mein Chalta Hai.
Ese Hi Teacher Ne Uss Se Ek Study Se Related
Sawal Kiya, Ab Aap Khud Dekh Lijiye Ki Pappu Ka
Dimag Kaisa Hai Study Mein.
Teacher: “Taj Mahal Kisne Banaya Thha?”
Papp: “Ji Majduro Ne”
Teacher: “Oh.. Mera Matlab Hai Banvaya Kisne
Thha?”
Pappu: “Ji Thekedar Ne“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: mai tere mobile se apni girl friend ko sms
bheju,
dekhte hain kya kahti hai?
Banta: No yar, agar usne handwriting pehchan li
to…?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge:
Tum Teesri Bar Adalat Me Aarhe Ho,
Tumhe Sharam Nahi Aati?
Pathan: Tum Roz Aata Hai,T
Tumko Aati Hai Kya??
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- Netaji, apka beta fail ho gaya hai aur aap laddu khila rahe hai?Netaji- 70 ladko ki class me 60 fail hai,bahumat 2 mere bete ke saath hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan: AGARBATTI ka jumla banao.
Pathan: AGAR BATTI chali jaye to andhera ho jata hai…
by Abdul Hannan (few years ago!)