1st sardar: oye agar neend na aaye
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Pak101.com (few years ago!) / 825 views
Similar Jokes
During The Match Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ghareeb Bacha:
Express Kitne Baje jani He? TT:9 Bajay
bacha:Local?
TT:1 Bajaybacha:Maal Gaddi?
TT:12 Bajay
TT:Jana kahan hai?
Bacha.patri pe tatti karni hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge-Tumne Dn me Chori Karne Ki Himat kaise ki?
Chor- Mujhe is baat ka dar tha ki
Raat ko Mujhe akela Paakar Koi Loot na le..
by Pak101.com (few years ago!)
SCHOOL:
Apni toh paatshala, masti ki pathshala...
TUTION:
Idhar chala main udhar chala, jaane kahaan main kidhar chalaa...
MATHS:
Ajeeb dastan hai yeh, kahan shuru khana khatgam...
SCIENCE:
Aa khusi se kudkushi karle...
GEOGRAPHY:
Musafir hoon main yaaro, na ghar hai na thikaana...
ECONOMICS:
Kyu paisa paisa karti hai, paise pe kyu tu marti hai....
EXAM:
Zehrelein raatey ninde udd jati hai...
RESULT:
Jiya dhadak dhadak jaye, Jiya dhadak dhadak jaye...
PASS:
Aaj mai upar asman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe...
FAIL:
Jag suna suna lage...
by WAQAR (few years ago!)
Baap: (Bachay Se)
Ravi Or Chanab Kahan Par Hain?
Bacha: (Ghabra Kar)
Ammi Jaan Se Pochain.
.
.
.
Wohi Chezain Idhar Udhar Rakh Deti Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..
by Pak101.com (few years ago!)
Shame on you girls
.
.
.
.
.
.
.
.
Weather is getting hotter than u.... :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Judge: You are crossingthe limits.
Lawyer: Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge: How dare you callme saala?
.
.
... .
.
.
Lawyer:My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar With Dentist
Kia Dard K Bagar Daant Nikaal Lete Ho? Doctor: Nahi
Sardar: Mein Nikaal Leta Hon
Doctor: Wo Kaise?
Sardar: He He He He
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Lost His Cheque Book:
Bank Manager: Be Careful, Anyone Can Put Ur Sign,
Santa: Oye, I’m Not A Fool, I Have Already Signed All Cheques.
by Pak101.com (few years ago!)