sardar
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use SURPRISE doonga..!
by Hassaan (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Apne 1 Saal K Bache Ko Hosptal Le Kr Gya
Dr: Isko Koi Sakht Cheez To Nai Khelai?
Pathan: Nai Kal Yeh Bohat Ro Rha Tha To Bas 1 Chutki Naswar Di Thi ;->
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai
Jab meri Biwi Bolti hai to mujhe Kuch Sunai nahi
deta
Dr: Ye Bimari nahi hai Aalah ki Maherbani hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40 Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega, Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi Hai Na“
by Pak101.com (few years ago!)
PatHaN AskEd a DR: Doodh Peene Se RaNg Gora hOta Hai KyA?
Dr: haaN Doodh Me CaLciuM hota hai is liyE
PatHan: acha to PhiR bhaNs ka BaccHa kyUn KaLa hOta hAi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bv: me jb gana gati hun to ap balocony me q chale jate hain?
Husband:is lye k kahen muhale wale ye na samjhen me ap ka gala daba raha hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Kya tumhare mobile main paise hain?
Admi: Haan hain.
Pathan: To 2 "Chai" hi mangwa lo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
10 doctorz aur 1 engineer Helicopter Ki Rassi Se Latke Hue The
Pilot Ne Kaha Load Zyada Hai 1 Aadmi Ko Chorna Hoga
Engineer Ne Kaha Apni jaan Ki Qurbani Mai Deta Hoon Taaliyan
Ye Sun Kar Sab doctorz Taaliyan Bajane Lage,
Aur sabke sab Neechey Gir Gaye Ustad to akhirr Ustad hota hai na.
by Mazhar Khan (few years ago!)
BOY: Janeman
"TUTE DIL" se pyar karogi,
ya"DIL TUTNE"
tak pyar karogi?
GIRL:KamineYE bata
"TUTI CHAPPAL"
se pitega
ya "CHAPPAL TUTNE TAK"
pitega..Boy shoked...girl rocckxx
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ghussey Me Bola
Pathan K Mobile P Raat 2 Baje Phone Aya: Aap So To Nahi Rahy Thy
Pathan Ghussey Me Bola:
Khabees Ka Bachcha..
Zarori Nahi K Har Pathan Chowkidaar Ho
by Mohammad Ali (few years ago!)