Man to Hotel Manager
Man to Hotel Manager : Jaldi Chalo, Meri Wife Khirki se kudh kar jaan dena chahti hai.
Manager : So .. Sir What can I Do?
Man : Abey Saale ! Khirki nahi khul rahi.
by Pak101.com (few years ago!) / 862 views
Similar Jokes
Manager ne aane wale se pucha: kya tumhe pata hai ki permission ke bina ander aana mna hai
Aane wala: Janab mein permission lene ke liye hi ander aaya hu
by Pak101.com (few years ago!)
OSAMA Nark me Yamraj se bola1 cal Kr Lu Pakistan?
Yam-Kar Lo.
OSAMA-Kitna Bill Hua?
Yam-Kuch nahi.
OSAMA-Q?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:
Aadmi: Q Maar Rahy Ho?
Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,
TUM BAAP BAN GAYE HO.
Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya
by Abdul Hannan (few years ago!)
A pathan said to his friend:
“mujhy smajh nahi aati k log
maheena maheena kaisy nhi nahatay?
Mujhy to 28vein din kharish hona shuru ho jati hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pappu Ko Ek Baar Talibano Ne Pakad Liya Aur Kaid
Kar Liya
Unka Leader Aya Aur Pappu Ke Gardan Pe Talwar
Rakh Ke Bola
Leader: “Oye, Ya To Islaam Kabool Karo, Nahi To
Gala Kaat Diya Jayega”
Pappu Rote Hue: “Yaar, Kesa Ajeeb Dharam Hai
Tumhara, Kabool Karo To Susu Kaat Dete Ho, Na
Karo To Gardan“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: MUJHSE SHADI KROGI?
Girl: Kya?
Boy: Acchi film hai na?
Girl: kutte ke bacche
Boy: What?
Girl: Kitne cute hote hai na
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Nirmal baba akhirkar dukhi hokar shiv ji k pas gaye bole sare bhakt piche pade h,
shiv-beta kbhi jail gye ho.
Baba-nhi.
Shiv ji-jail hokar aao. Kripa aani suru ho jyegi.
by Pak101.com (few years ago!)
DEVDAS Of 2010..
Maa Ne Kaha Face Book Chor Do!
Abba Ne Kaha Night Package Chor Do!
Doston Ne Kaha Mobile Se Balance Churana Chor
Do!
Paaro Ne Kaha Dew Peena Chor Do! Aur
Aik Din Aayega Jab Girlfrnd K Bachey Bolengey..
Maamu Ab To Hamari Ammi Ka Peecha Chor Do!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Main bv me zabrdasat larai k bad bv dua mangti hai:ya Allah agr qasoor in ka hai to in ko maar de aur agr qasoor mera hai to mujhe bewaaah kar de
by Sabir shah (few years ago!)