soraj muj se pahly sota hay.
Maa bete se: uth jaa kambakhat dekh
sooraj kab ka nikal aaya hai
Beta: to kya hua amma wo sota bhi to
mujh se pehle hai.
by Rizwan Ajmal (few years ago!) / 1084 views
Similar Jokes
Africa kai aik jungle mi aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”
by HAQ (few years ago!)
Santa asks Banta hOw was yur exam?
Banta: It was Ok-but i cOuld nOt ans. past tense Of THINK-I thOught, thuOght & finally wrOte THUNK-!
by Pak101.com (few years ago!)
apnay hi hotay hn jo pajama kheench k bhaag jaatey hain
faraz
warna gheron ko kya khabar k tum rebber walii shalwaar pehente ho
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Ek Baar Ek Indian Minister Obama Ke Saath Beach Par Jata Hai, Baaton-Baaton Mein Obama Ne Puchha
Obama: “Tumhe Swimming Aati Hai?”
Indian Minister: “Nahi”
Obama Hanste Hue: “Tum Se To Kutta Achha Hai Wo Bhi
Swimming Kar Leta Hai”
Indian Minister: “Tumhe Aati Hai?”
Obama Ne Fatafat Jawab Diya: “Haan”
Indian Minister: “To Sale, Tum Mein Aur Kutte Mein Farak Hi Kya Hua?“
by Pak101.com (few years ago!)
ek memon ki plate se murgi ka tukda utha kar billi bhaag gayi
memon ne bahot koshish ki use pakadne ki par pakad na saka
to bola ya allah is ka sawaab abba marhoom ko mile..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Pak101.com (few years ago!)
Iqbal (Ahmad say):dunya ka sab say taqat war aadmi kon hai?
Ahmad: traffic police jo sirf hath kay aik isharay say sainkron garyan rok leta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pagal Dentist Se:
Kia Dard K Baghair Daant Nikaal Letey Ho?
Dr: Nahi.
Pagal: Me To Nikal Leta Hun.
Dr: Wo Kese?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee…..:-p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa-Kal meri biwi kuwe me gir gyi, bahut chot lagi, bahut chilla rahi thi.
Banta-Ab kaisi hai.?
Santa-Ab theek hi hogi. Kal se kuwe se awaz nhi ayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai. Dhanno: Tujhe apni padi hai. Meri soch jiske peeche Gabbar ke 10 ghode pade hain
by Mazhar Khan (few years ago!)