Load shedding
The most rommantic country of the world..? guess! O yes!!! pakistan u know why? har raat candle light dinner… =P Thanks to wapda for Load Shedding
by Muhammad Zeeshan (few years ago!) / 962 views
Similar Jokes
Santa-kaha ja rahe ho?
Banta-Police Station,Mere ghar chor aya he
Santa-BV ko akela chod dia
Banta-Nhi,usne chor ko baho me jakad rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
An Beggar Found Rs. 100/-
.
.
.
He went to a 5 star hotel for Dinner
.
.
.
Bill Rs. 6000/-
He was unable to pay..
Manager handed him to police
.
.
He Gave Rs. 100/- to Policeman & Became free.
.
.
Its called FINANCIAL MANAGEMENT Without MBA.
by Pak101.com (few years ago!)
BBC Reporter Pathan Se:
Ye Batayien K Platform Pr
Kharay Saray Pathan Kese Maray?
Pathan: Ek Elaan Hua K Train Platform Par Aa Rahi Hai
Sab Ne Patri Par Chlang Laga Di
Reporter: Phir Aap Kese Bach Gye?
Pathan: Mein Khudkushi K Liye Patri Par Leta Tha
Ye Elaan Suna To Mein
Platform Par Ja Kr Lait Gaya
by Mohammad Ali (few years ago!)
Beggar 1: Arey, tum kyu us movie poster ko aise gur rahe ho?
Beggar 2: Main hee is movie ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher bijli khan se ati hai
Bacha:mere mamun k ghar se
Techer wo kaise
Bacha jab bi light jati hai abu kehta hai pher kat li salon ne
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan Pehle Rozay ko Masjid Main NAAT Parhnay Gaya:
To
Sab Logon ne Usay Bohat Mara:
Kyon?
Kyon K Pehle Rozay Main Woh Ye Naat Parh Raha Tha.
"Alvidah Alvidah Maah-e-Ramzan"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Who is the Father of Ibn-e-Seena?
Pathan soch main Gumm...
After some time, Pathan Answered:
John Cena!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Sardar Restaurant pe soup pi raha tha.
Boy: Sardar G soup wich makhi Ae..
Sardar: Dil wada ker yar,
makhi ne kina pe lena ae
by taimur (few years ago!)
Santa Ki Modern Sali Ne Usko Office Jate Waqt Kaha
Sali: “See You In The Evening”
Santa Gusse Mein: “Main Bhi Tujhe Dekh Lunga Saali, English Mein Dhamki Kisko Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Santa Apne Dost Banta Ke Ghar Gaya.
Agle Din Subha Bathroom Mein Nahane Ke Liye Gaya, Aur Aakar Banta Se Bola.
Santa: “Yaar, Tera Bathroom Hai To Bahut Bhadiya, Par Bathtub Bada Chota Hai, Usmein Se Jug Se Pani Nikal Kar Nahana Pada”
Banta: “Arrey Yaar Tu Bhi Na, Lagta Hai Latrine Mein Naha Aaya“
by Pak101.com (few years ago!)