bank
2 PATHAN bank lootne gay par GUN bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by Zia Rasool (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Ji apko mujhme kya achha lagta hai, meri samajhdari ya meri beauty.
Husband: Mujhe toh yeh tumhari Majak karne ki aadat bahut achi lagti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Husband & wife are like liver and kidney.
Husband is liver & wife kidney. If liver fails, kidney fails.
If kidney fails, liver manages with other kidney
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Wife: I had to marry you to find out how stupid you are.
Husband: You should have known it the minute I asked you to marry me
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa Pappu Ke Saath Bazar Ja Raha Tha To Kuch Dekh Kar Bola.
Santa: “Beta, Sharab Kabhi Mat Peena, Warna Wo Jo Do Aadmi Ja Rahe Hai, Wo Tumhe Chaar Nazar Aayenge”
Pappu: “Lekin Papa, Wo To Ek Hi Aadmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan chilkay samait KELA kha raha tha
kisi ne usko toka
Is ko cheel to lo
Pathan bola: cheelne ka kya zarorat hai hum ko malum hy
is K andar KELA hi ha!
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ki girlfriend ne usko message kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay jawaab diya:
“i student u”
by Zia Rasool (few years ago!)
Pathan Ka ßaita Awaaz ßadal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy..
"Maira ßaita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa §Akta"
Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay §Y ßola..
Tum Kon ßaat Ker Rahay Hou?
ßacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ßaat Ker Rahay Hain..
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)