Wife chor ker chala gaya
Pathan: Hamara B.V Humko chhor kar chala gaya...
Friend: Tum us per Zulm karta hoga...
Pathan: O Nahi Yara!!! Qasam Khuda Ka.... Saga Behan ki Tarha Rakha Tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
Aaj jo dua mangni ha mang lo,Q k jis gar me kutta ho, us gar me dua qabool nahe hoti,
ye mulk b hamara gar hai,
.
.
aur kutta filhal mulk se bahr hai... ;->
by ubaid ur rehman (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Ki Madam Ne Class Mein Bachho Se Puchha: “Teacher Ka Darza Maan Se Bada Kyu Hota Hai?”
Pappu Ne Muskurate Hue Jawab Diya: “Kyun Ke Ek Maan Apni Lori Se Ek Bache Ko Mushkil Se Sulati Hai Par Ek
Teacher Apne Lecture Se Puri Class Ko Easily Sula Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:aae bewafa to ne dil jala dia.dil ko jala k tun ne rakh bana dia
girl:teri ye qurbani raigan nai jae gi,rakh idhar bhej de bartan dhone k kam aye gi.
by Sabir shah (few years ago!)
PTHAN 1 “Mazar” pe Bomb Rakhte Huay Pakra Gya
Logo Ne bohat Maara 0r Pucha æsa Q kia.?
PTHAN ko Kuch Samaj Na aaya To Bola:”Mene Bomb Rakhne ki Mannat Mani thi
by Pak101.com (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: Papa Agar Cricket Mein Kisi Player Ko Kam Dikhne Lag Jaaye Toh Uske Sath Kya Karte Hain?
Papa: Beta, Ussay Umpire Bana Dete Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Child-who is this man who comes every night and dissapears in morning?
Mother-thank God! You saw him, he is your father, a "Software Engineer"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:insan apne ap ko sab se ziyada khofzada kb feel karta hai?
Pappu:jab wo 1 aise wash room me baitha ho jis ki kundi na ho
by Sabir shah (few years ago!)
Hello G
G,G
Acha G
Han G
Acha
Acha
Really
Na Oye
Phir
Sachi
Phir
Haan
Kaise
Acha G
Haan
Kia?
Oh Nahi G
Sorry Wrong Number..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)