likhna ata hai perhna nahi
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Gove
ment is like a baby.
An alimentary canal with
a big appetite at one end
and no sense of responsibility at the other.
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa and banta sending sms 2 their gfs.
Santa:mai tere mobile se apni gf ko sms bheju dekhte hain kya kahti hai?
Banta:No,agr usne handwriting pehchan li to?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jaanwaro Ki Khasiyat.
Bandar: “Inteligent”
Dog: “Wafadaar”
Aap Plz Ab Aage Na Padhna,
Maan Jao,
Please Mat Padho Na,
Yaar Maan Bhi Ja Na
Gadha: Wahi Karta Hai Jis Kam Ko Mana Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Ramu: Shaadi Ko Paribhashit Karo?
Bholu: Shaadi Kapdon Ko Muft Me Dhone Ka Ek Behad Kharchila Tarika Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan apnay shoulder pe tuta betha k ja rha tha
Paas aik banday ne pucha ye kon sa janwar ha?
Tota bola PATHAN.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhikhari: Hello Taaj Hotel, 1 Pizza, 1 Biryani aur 1 Ras Malai Bhej Do.
Taj: Kiske Naam pe bheju, Sir?
Bhikari: Bhagwan Ke Naam Pe.!
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi Sahab Was Online
On Facebook
Aadmi: Molvi Sahab Kal
Mere Bete Ny Cigrette
Pi Aur Jab Main Ny Usse
Maara Tou Us Ny Meri
Shirt Phaar Di..
Molvi: LOlz(Laugh Out Loud)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Dil ko jlane se kya Faida anso Bhane Se kya Faida
Jb usne Hmen choor kr kisi aur ka Hath tham Lia
Ab uske chote bhai ko cheez dilane se kya Faida… ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
teacher 2 santa-tum me kuch kamiya hai
santa next day coat pant pehan k aata hai teacher- what is this?
santa-raymond,the complete man.
by Pak101.com (few years ago!)