Kutta Dum kiun Hilata Hy
Teacher: Btao Kutta
Dum kiun Hilata Hy ?
Student: kiun k Dum
Men Itni Takat Nhi
Hoti K Wo Kuttay Ko
Hila Saky
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1093 views
Similar Jokes
Santa in romantic mood asked wife :Are you free tonight ??
WIFE slapped SANTA nd shouted
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
FREE Ke bache meine paise kab liye tere se :
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar was writing something very slowly.
Friend asked: Why are you writing so slowly?
Sardar: I am writing to my 6 yrs old daughter,
she can not read very fast.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor sahab ek mareez ko dekhtey hi boley, “Aap ko to ainak ki zaroorat bohat arsey sey thee, laikin aap nazar test kerwaney aaj aaey hein”
“Kamaal hey”, mareez ney hairaan ho ker kaha, “Aap ko yeh baat muaina kerney sey pehley hi maloom ho gyee, aap yaqeenan intehai tajarba kaar doctor hein”
Doctor: “Is mein tajarbey ki koi khaas baat nahi, agar aap bahar laga hua board parh saktey to aap ko maloom ho jaata key mein mahir-e-imraaz-e-niswaan hoon”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ke Ghar Mein Billi Rehti Thhi, Santa Billi Se Tang Aaker Use Kahi Chod Aaya.
Ghar Aaya To Billi Usse Pehle Pahunchi Hui Thi.
Santa Billi Ko Dubara Kahi Door Chod Ke Aaya, Billi Phir Usse
Pehle Ghar Pahunch Gayi.
Santa Ko Bohut Gussa Aaya, Abb Woh Billi Ko Bohut Hi Jyada
Door Chodne Gaya.
Waha Se Usne Wife Ko Phone Kiya Aur Pucha.
Santa: “Billi Ghar Pahunch Gayi Ya Nahi?”
Wife: “Haan Pahunch Gayi Hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Machhar Song"
"Bhige Pankh Mere"
"Pyasa Dank Mera"
"Lage Amrit Sa Muje Khun Tera"
"Kabi Mere Sath Koi Raat Guzar"
"Tuje Subah Tak Me Du
"Dengu"
Bukar Oh"o o...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki wife inspecter se!
Mera husband ek hafte pehle aalo
lene gaya tha abhi tak wapis nahi aaya:-(
Inspector bhi sardar tha bola:-
to behan kuch or paka lo:-
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha “EID MUBARAK”
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
“KHAIR MUBARAK”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malik: Tum bathroom me kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mai naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mai samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pakistani Dosray Say:
Yar Kehtay Hain Iss Bar
Jung Computer Say Lari Jai Gi?
2nd: Haan Misile Computer Say Control Hotay Hain Na ?
1st:
Phir To Hum Jung Haar Jain Gay
2nd:Wo Kaisay?
1st: Yar Agr Misile Chalanay Say Pahlay He Bijli Chali Gayi To?
by Mohammad Ali (few years ago!)
2 machachar bike par ja rahe the tabhi hathi ne lift mangi
.
.
.
.
to ek machchar khada ho kar bola dekh le phir teri maa bolengi ke lafango ke sath ghum raha hain
by Pak101.com (few years ago!)