yaar mangu bahut der se
changu- yaar mangu bahut der se neend nahi aa rahi hai.
mangu- koi baat nahi tu uska wait mat kar aur so ja.
by Pak101.com (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
Exam ka examiner bahut strict tha aur paper hard tha
cheating nahi karne de raha tha..
1st bencher ne chit likh kar examiner ko di..
Examiner chup chap ja ke apni chair pe beth gaya..
2nd bencher pehle se :- yaar tune kya likha... ??
1st bencher ne kaha:-“SIR , Peeche se aapki pant phati hui hai.. :D :O :p*
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May Jhagar Tean
Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU: Tere Ghar Se Ek Ladki Mujhe Khidki Ke Pichhe Se Rumal Se Ishara Karti Hai
MOLU- Wo Naukrani Hai Jo Khidki Ke Shishe Saaf Krti Hai...
by Pak101.com (few years ago!)
A Sweet Demand By a Kid.
He was Beaten Up by his Mom.
Dad Asked What Happened Son?
Kid: I cant Adjust With Your Wife Anymore,
I Want My Own. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAAZ Was Kissing A Blank Paper
FARAZ-Ye Kya Hai?
R-Mri GF Ka Love Letter He
FARAZ-Magar Ye Toh Khali He
RAAZ-Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Pak101.com (few years ago!)
BHIKARI-maine ek kitab likhi hai jiska naam hai paise kamane ke sau tarike.
Raahgir-to phir bhik kyon maang rahe ho
BHIKARI- YE UN SAU TARIKO ME SABSE AASAN TARIKA HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Kisi ki Dosti k muntazir nahi hain,
‘Faraz’
Jo Humain chor kr jaye ga Wo INSHaLLAH
Ramaan main Sahri time peeppa hi Wajaey ga…
by Abdul Hannan (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag
kahte Hai!;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa horse par ja raha tha.
Voh red light jump karta hai.
Police vala siti bajata hai.
Funny Santa ghode ki tail opar kar ke kehata hai: Le karle number note.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Operation ke baad
OWR student exam ke baad
Ek hi baat karty hain
.
"We have tried our best
We can't say anything right now
Aap dua karain"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)