Boy & girl playing Ludo
Boy & girl playing Ludo.
BOY: Agar 1,2,3,4 ya 5 aya to I’ll kiss U.
Girl: What?
Acha aur agar 6 aya to?
Boy: Kabi Ludo nai kheli kya.6 aya tu dubara bari.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 985 views
Similar Jokes
Sardar ji is filling up a job application He promptly fills in the lines on NAME, AGE, ADDRESS, etc.
Then came the column SALARY EXPECTED After much thought he writes: Yes
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha ha ha!
Police: Kyu hass rahe ho..
Sardar: Main toh subah 8 baje tak sota hoon!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar: Fikr Se?
Frnd: Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar: Bal Girne Ki Fikr Se
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Memon K Ghar Se Choontiyan Ja Rahen Thin…
Memon: Kahan Ja Rahi Ho ? Choonti:
Bhai Bhooka Marnay Se To Behtar Hai Hijrat Kar Jaeyn…
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 1: Yar Ye Joray Kahan Bantay Hain?
Sardar 2: Oaey Tu Nahi Janta
Aasman Par
Pehla: Abay Shit Yar
Doosra: Kia Hua?
Pehla: Main Tou Darzi Ko De Aaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan ne new car li
Ek pathan ne new car li
aur drive pe nekla thora agay gaya to toll plaza aya admi bola han khan g!!!
pathan bola full kar do:-D
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tarasta hai dil teri sada k lye
teri muhabbat teri wafa k liye
hum aur kuch nai mangte tum se
bus
masjid k lotey wapas kar do khuda k lye
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Indian Ja Raha Tha
Pathan Say Takar Ho Gy.
Indian:
Men Shama Chahata Hoo
Pathan:
Shama Ko Hum Bhi Chahta Ha
Lekin Uska Baap Nahi Manta .
by Pak101.com (few years ago!)
Naukrani: malkin aap udaas kyon hain?
Malkin: tumhare sahab apne office ki kisi ladki se pyaar karte hai.
Naukrani: nahin, sahab mujhe dhokha nahin de sakte
by Pak101.com (few years ago!)
Na cheeno mere mulk ki larkiyoo se Mobile ki service "REHMÄÑ MÄLIK"
.
.
.
.
.
.
.
Ek yahi to kam hai jis ki waja se wo gar k kam waqt se pehly kr leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)