OxFord
teacher :oxford ka matlab kya-hai ..
student: ox matlab bail & ford matlab gaadi toh.....
oxford matlab BailGaadi!!
:-);-):-P
by Asim Raza (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Banta: Yeh chaaku kyun ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: Toh phir ubalne kyu, kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Wo Kon si Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat Ko Mazbooti Se Jakhre Rakhti Hai?
Student: MISS, SHALWAR KA NARRA
by tanveer hussain (few years ago!)
Girl: Is Dress Ka Kya Price Hai
Shopkeeper: Sirf 5 Kiss
Girl: Aur Us Dress Ka
Shopkeeper:10 Kiss
Girl: Dono Pack Kar Do Bill Papa Dege
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi, husband se- Tumhe mere rishtedaar pasand nahi!Husband: Kya baat kar rahe ho! Mujhe apni saas se achhi tumhaari saas lagti hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss
Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man Was Sitting W/ His Wife In A Bar. AnOther Lady Came 2 His Wife & Said!
"Paise Pehle Le Lena,Ye Aadmi Baad Me Lafda Karta
Hai !!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bazurg kisi abadi se guzar rahy thy unho ne dekha ke puri abadi main sirf 2 ghar aise hain jo chand ki tarha chamk rahe hain.
Wo isi tajassus main dusre din b isi abadi se guzray aur wohi manzar dekha, unhon ne logon se pouchha ye kia raz hay.
Logon ne unhen bataya ke ye ALLAH ke wo banday hain jinhon ne ..
UPS…lagwa rakha hai.: subHan Allah
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 habshi aur aik pakistani ja rhy thy.un ko pari mili.us ny kaha mein t0m sub ki aik aik wish p0ri karo gi.
Pahla habshi..mjy g0ra kar do.pari ny usy g0ra kar diya
D0sara habshi..mjy bi g0ra kar do.pari ny usy bi g0ra kar diya.
Pakistani khara hans raha tha.pari ny us sy kaha..hanso mut.apni wish btao.
Pakistani..in dono ko phir kala kar do....
hahahahahaha.
Geo Pakistani .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Najomi aik student ka hath dekh kar bola beta tum bahut parho ge.
Student:o baba parh to me 10 saal se raha hun ye btao pas kb hun ga,
by Sabir shah (few years ago!)
MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
SON: Khirki sy?
MOM: Woh kaisay?
SON:Kal jab aap ny Bel di tou Papa ny sath wali
Aunty sy kaha
" JAAN TUM KHIRKI SY NIKAL JAO".
by Tanveer Hussain (few years ago!)