The Secret for a Successful Marriage
The Secret for
a Successful Marriage Is:
“The Work-Shop…!!”
.
.
.
.
.
The Husband Works
& The Wife Shops.. =D
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 899 views
Similar Jokes
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)
Chor Sardar Ka Mobile Lay Kar Bhag Gya Sardar Hasne Laga
Dost:He Stoled Ur Cell & Ur Lafing?
Sardar:
Oye Bhagne De Charger To Mere Pass Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Accident hua, bheed ho gayi! Santa ko age aane ka mouka nhi mil raha tha! Santa chillaya- Hay mera bapu! Sbne aage jaane diya... Dekha toh Kutta mara pada tha...:
by Pak101.com (few years ago!)
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam karna ..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Tumhari teacher khe rhi thi wo tumhe nahi pdha sakti
Beta: Tabhi to mein khe rha tha wo acha nahi padhati hain.
Baap: Mene kha tha na nails kaat lo phir kyun nahi kate
Beta: Papa mene kate the per apka driver itni dhire gaadi chalata hai ke nails raste mein hi bhad jate hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Aur Uska Freind Aapas Mein Baatein Kar Rahey They
Pappu: “Oye, Tujhe Pata Hai Kal Meine Ek Ladki Ko Rape Hone Se Bacha Liya”
Dost Hairani Se: “Sachh Mein, Wah Bhai Wah Par Kaise?”
Pappu: “Self Control, Yaar Self Control“
by Pak101.com (few years ago!)