Sub mujse darty hain or main BV se
1) POLICE MAN:
Sub mujse darty hain or main BV se
2) MOCHI:
Main juton ki maramat krta hun or BV meri
3) TEACHER:
Main school mei lecture deta hun or ghr mei sirf sunta hun,
4) OFFICER:
Main office mei BOSS hun or ghr mei Nokar,
5) JUDGE:
Main court mei faislay sunata hun or ghr mei khud insaf ka talabgar!
Faisla aap k hath mei hai,
kunware rho
khush rho.
No Wife Easy Life.
Jo shadi kr chuky hain wo Sabar kren jin ki nhi hui wo shukar kren.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kar raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)
computer teacher to sardar: which are 3 latest
versions of java?
sardar: marjava, mitjava and lutjava
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AAj mausam main kuch ajib si baat h bekabu se hmare jazbaat hain ji chahta h chura lu tumko tumhi se magar mummy kehti hain chori krna buri baat h.
by farrukh ahmed (few years ago!)
Santa Apne Bete Pappu Ka Math Ka Test Le Raha Hota Hai.
Santa: “Beta 5 Ke Baad Kya Aata Hai?” Pappu: “6, 7”
Santa: “Wah Mera Beta To Bohat Hoshiyaar Hai, Aur 6, 7 Ke Baad?”
Pappu: “8, 9, 10”
Santa: “Kya Baat Hai Beta Aur Uske Baad?”
Pappu: “Gulam, Begum, Badshaah“
by Pak101.com (few years ago!)
One Day Dog Dancing Madly
On The Merage Of Lion
Lion Ask:
Y R U Dancing Madly
Dog Said:
I Am Also Lion Before Merrage…
by Pak101.com (few years ago!)
1 Mara hua aadmi,
Ghar se gayab,
Kaise hua?
-
-
-
-
-
-
-
Janneke liye dekhiye,
-
-
-
-
-
-
-
C.I.D.
by Abdul Sami (few years ago!)
Passenger :
Ager Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?
Pathan :
Ager Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Yar Aaj Maine Apni Bivi
Ko Kisi Aur K Sath Cinema Jatay Hue Dekha
Dost: Tou Un K Pechay Kyun Nahi Gae
Sardar:
Yar Maine Wo Film 4 Dafa Dekhi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Was Kissing A Blank Paper.
Banta: Ye Kya Hai?
Santa: Mri Girlfriend Ka Love Letter Hai
Banta: Magar Ye Toh Khali Hai
Santa: Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho? Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!)