oye agar neend na aaye to
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1084 views
Similar Jokes
Ek Faqeer Bus Stand Per Khada Bheekh Maang Raha Hota Hai, Ek Lady Ko Dekh Woh Usse Bolta Hai.
Faqeer: “Aye Maayi Allah Ke Naam Pe Ek Rupaya Hi De Do”
Lady: “Tumhe Sharam Nahi Aati Itne Smart, Khubshurat, Handsome, Ho Ke Bheekh Mangte Ho”
Faqeer: “Acha Darling Phir Apni Ek Pappi Hi De Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Tarasta hai dil teri sada k lye
teri muhabbat teri wafa k liye
hum aur kuch nai mangte tum se
bus
masjid k lotey wapas kar do khuda k lye
by Sabir shah (few years ago!)
Three reasons to give Exams
.
1- You can spend 3 hours in self-medication
2- You can complete your sleep
3- You can see your teacher being bore who normally bores you
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
BiVi: Shadi K Shuru Mai Jb Main Khana Paka K Lati thi AP Ziada Muje Khilate or Khud Kum Khate Pr Ab Aisa kion Nahi Krtey ?
Shahor: Kion keh Ab Tmhe Khana Pakana Aa Gya hai;)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 student ne MBA ka form Bhartay huay watchman se pocha :
janab kaisi hay yeh university?
WATCHMAN:
Bohat hi Achi hay. main ne b yahan se he MBA kya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek molvi sahab jalsey mein taqreer ker rahey they “Ey musalmano, aaj kal cable per bohat kharab channel chal rahey hein”
Ek shakhs uth ker khara khara hua or kehney laga, “Molvi sahab, apna taar check kerwayein, hamarey ghar par channel bilkul saaf or theek chal rahey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
WOH na mila to USKI yaadon k saharay jee lenge,
warna
USKI shaadi me Jaa K
?
?
?
*COCA COLA*
Hi Pee lengy.
Burrrrrrrrrrrrr..
by Mazhar Khan (few years ago!)
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Idiots Best Line –
“Neend ke piche mat bhago.Agar bhagna hai to padhai ke peeche bhago.Neend jhak mar ke tumhare peeche aayegi!”
by Pak101.com (few years ago!)