Tumhe kal subah 5 baje
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 835 views
Similar Jokes
A girl and Sardar were in love
Larki: Sardar jee ap mairi bilkul parwa nahi hai!
.
Sardar: Oye Pagli ! pyar karnay walay kesi ki parwah nahi karay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik dost doosray say yar tum apnay doston ko har khushi kay moqa par kabootron ka jora kiun detay ho.
Doosra dost: is liye keh woh doosray din meray pas wapis aajatay hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
During The Match Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu or uske 2 dosto ne daru pee k taxi roki..
Taxi driver ne gadi start ki aur fir
wahi par band kar di
Aur bola -: Lo saab pahuch gaye ...:P
Pehle dost ne use paise de diye
2nd bola thank u, bada jaldi pahucha diya..
Pappu ne taxi driver k ek thappad laga diya
Driver dar gaya socha, ye samaj gaya h shayad ..
.
Pappu bola -:
saale aaram se chalaya kar, marwa deta aaj to :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
wah wah wah
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
.
Lo Dadso yaro, Pepsi aj to fair 70 di hogai ;-) :-P :-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Small boy: Dad can you write in dark??
.
Father: Yes I can do but what do you want me to write?
.
Small boy: You name on my "result card"
by inayat khan (few years ago!)
Don Ne Ab Jurm Ki Dunya Chor Di Hai
Ab Aik Madrassa Banaya Hai
So Plz Balance Ki Surat
My Don Ko Chanda Day Kar Apni Aakhrat Sawarain
Ap Ka Khadim Haji Don
by Pak101.com (few years ago!)
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
1 choti si larki shop keeper k pas gayi or boli.
Jab main bari ho jaon gi to mujse shadi karo ge,
Shopkpr. Hans k bola han kar lunga.
Larki boli to kia apni hone wali wife ko 1 choclate bhi nahi de sakte.
by Pak101.com (few years ago!)
Eik bachay ke ghar guests aa gaye.
Maa ne kaha: beta, mehmaanon ke liye kuch le kar aao.
Bachay miyan bhage bhage gaye.
Aur mehmaanon ke liye “Rikshaw” le aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)