girls ki ik smile
Grls ki ek smile boys ko confuse krdeti hai,
Sala pura din smj nhi ata k,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hans k dekh rhi hai,
Ya
Dekh k hans rhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 928 views
Similar Jokes
Aik dafa pathan ne Peshawar se Lahore call krni thi:
Us ne socha k sab se sasti call konsi parre ge,
Phir Us ne
Peshawar se Lahore aa k local cal ke.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai
by Pak101.com (few years ago!)
Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
.
Larka: pyar ka rishta 2 insano main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
farz karo
larka=cement
Larki=rait
love=pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
.
.
Larki (hans k): TU SHAKAL SE HI MAJDUR LAGTA HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap: (Bachay Se)
Ravi Or Chanab Kahan Par Hain?
Bacha: (Ghabra Kar)
Ammi Jaan Se Pochain.
.
.
.
Wohi Chezain Idhar Udhar Rakh Deti Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
A Lady calls a sardar for repairing door bell
Sardar didn't come for four days.
Lady asks why you come after i repaired my Bell?
He replied: I came & press the bell,button but no body opened the do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher Class Mein Student Se Puchti Hai.
Teacher: “Jiss Aadmi Ke Dono Haath Na Ho Usse English Mein Kya Kahenge?”
Student: “Hands Free Mam“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sahab ki Lottery Mai PARIS ka Tour Nikla
Usne apni BV ko phone kya:
“Janu mere Sath Paris chalo gi?”
BV Khushi se boli:
“Yes, Bilkul, Paris Jana to mera khuwab tha,
Zarur chalu gi.
Par
Aap kon sahib bol rhe hain?”
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa ne pressure cooker kharida;
dusre din wapis kiya;
S'keeper- Q wapis kiya ?
Santa- ghar me jawan betiyan he or ye sala sitiya bajata hai .
by Pak101.com (few years ago!)