AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!) / 932 views
Similar Jokes
1 Sharabi sharab se tang aa gaya aur khali botlain tornay laga
Ek tori
Teri waja se meri nokri chali gai
Doosri tori
Teri waja se mera ghar tabah hua
Teesri tori
Teri waja se mujhy BV chor k chali gai
4th uthayi to wo bhari hui thi
Usay rakh k bola
TU SIDE TE reh tera koi kasor nae
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do pathan apas mein baatein kar rahe they
Pehle ne kaha yaarTum bare kaam chor ho
Yeh son kar dosra bola, ghalt bilkool ghalt Mujhe tu kaam se sakht nafrat hai Main bhala woh shey kion churane lagaJo mujhe pasand naheen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: santa, batao ki jawani aur budhape me kya fark hai? ? ?
. . . .
santa: teacher g , jawani main mobile mai hasino ke number
hote hai aur budhape me haqimo ke.
by Pak101.com (few years ago!)
SNTA-Tum 1 bar me kitne admi utha skte ho?
PAHLWAN-kam se kam 15
SNTA-Dhat tumse acha to mera murga h jo subah pure muhalle ko utha deta he.
by Pak101.com (few years ago!)
charsi qabristan mein charas pee ra tha .
POLICE:kya kar ry ho???
CHARSI:Abu ki dua.
POLICE:ye tow bachy ki qabar hy.
CHARSI:abu bachpan mein hi mar gaye thy
by sarmad abbas (few years ago!)
Wife:kal rat tum mujhey neend
mein galian kion de rahey thai?
Husband: tumhey ghalat fehmi hoi hai..
Wife: kesi ghalat fehmi?
Husband: Yehi k mein neeend mein tha..
by nadeem (few years ago!)
Teacher-(to students) Who wants to go to Haven? Hands up Plz the whole class hands up apart from one boy sittin in the corner.
Teacher-why are you not putting your hand up, don't you want to go to Haven?
Student- No sir, my mum told me to come home straightaway from school.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Ladki Ki Nayi-Nayi Shaadi Hui Par Kuch Dino Baad Uska Apne
Pati Se Jhagda Ho Jata Hai,
Apne Pati Se Dhukhi Ho Kar Wo Apni Maan Ko Phone Karti Hai,
Ladki: “Maan, Mera Inse Jhagda Ho Gaya, Main Do Hafte Ke Liye Milne Aa Rahi Hoon”
Maan Bhi Bahut Shatir Dimaag Ki Thi Boli,
Maan: “Beti Use Sukh Nahi Saja Milani Chahiye, Tu Wahi Ruk Main Do Mahine Ke Liye Aa Rahi Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Baap (betay say): Tum nay tareekh mein itnay
Beta: “ Abbu tareekh kay parchay mein ziadah tar sawalat aisay puchay gaye the jo meri paidaish say pehlay kay the.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh mera bhai, baat hai samjhny wali, ab radio me Aap rotiyan tou nai la skty na.;-)
by Zia Rasool (few years ago!)