main padhta nahin:D
Imtehan sar par khade hai aur main padhta nahi,
Janabe manjil nazdik hai magar main chadhta nahi,
Jee chahta hai saari padhai-likhi chhod du, scale pen tod du,
Aur yun jo phirten hai shahar ke awara unse nata jod lu,
Teacheron ke lecture mein ab maza aata nahi,
Issiliye ghar se college ko ab main jata nahi,
Padhte-padhte aksar so jata hun sapnon men aksar pass ho jata hun.
by Abdul Sami (few years ago!) / 870 views
Similar Jokes
Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
"Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band."
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".
.
.
..
.
Jawab mila.
.
..
..
.
..
"Sir ye anda aapke dar ki wajah se diya hai. Waise main to Murga hoon"
by Pak101.com (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho?
Husband: 15 din aur ruk jao…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sheikh sahab hajj pe gaye aur dua mangne lagay..
“Ya Allah! Mere saray gunah muaf kar dae, warna! mere 2 lakh wapis karde”… :-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!
Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Ye Bacha tmara kia lagta hy?
Pathan:Ye Hamara dooor ka saga bhai hy.
Srdar: Dooor ka saga bhai?
me smjha nai?
Pathan: Is k or mere drmiyan
13 Behen Bhai hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Do you Know English?
Banta: Yes!
Santa: Ok! Then tell what is the Opposite of NAAG PANCHAMI?
Banta: So Simple Yaar.
NAAG DO NOT PUNCH ME. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
?3 SaaL K Bachay Ne Pyar Ki Definition Bataai:
Pyar
Pamper Mei Huwe SuSu Ki Tarha Hota Hy.
Jb Ho Jata Hy To Kisi Ko Nazar Nhi Aata,
Bus Khud Ko Hi FeeL Hota Hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Man 2 Inspector: Sir zinadgi mein kabi haraam khaya ap nay?
Inspector: Bas aik dafa… ghar say khana aa gia tha wo khana para
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan apna sara sammaan lekar, Geo news ke office gaya,
or bola wo aurat kahan hai jo kehte hai k kahin nahin jaeyega hamare sath rahiye ga,
hum uske sath rehne aya hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)