Tumre passkya hay?
BUSH:Humary pass BritnyJulie Robert Anjelina Jolisab ha!Tumre passkya hay?
MANMOHN SINGH:Humary pass Imran Hashmi he!Bhej do sab ko
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 886 views
Similar Jokes
Sardar to pathan!
yar jahaz jab chlta hai to us ka
darwaza q band hota hai?
pathan”
kafi dair sochny k bad.
yar koi (juice) wala na char jay.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya kobatana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America :Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Abdul Basit (few years ago!)
Pakistan mai loadshedding khatam
:
:
:
:
:
Abhi itna hi suna tha k light chali
gae :-(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar pizza lene aik pizza shop pe geya
Shop wala:
-”sir pizza k 4 piece krney hain ya 8?”
Sardar:-
4 kar de yar Pata nai 8 khadey v jandey ne k nai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:ap class k sab se ziyada nikame student kiun hu
student:miss kiun k mujh se nikama school chor gia hai
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha
2nd Pathan: Ye Tum Kya Kar Rahe Ho
1st Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Rramu:Explain the word "Automatically"
?
?
?
?
?
?
?
nahin pata?
Raju:
agar koi ganji larki rakshay main
baithi ho to us ko kehte hain
"Auto_me_takli"
by Pak101.com (few years ago!)
1sardar ko 3bomb mile
wo police ko dne chala gya
Sathwla admi bola-agr koi bomb raste me fat gaya to
Sardar"Jooth bol denge ki 2 hi mile the
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ki Maa Ko Gussa Kab Aata Hai?
Jab Sardar Laughter Challange Me Hans Hans Kar Har Ek Contestant Ko Kehta He..
“Bas Kar Mere BAAP
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)