Pathan Larki Se
Ek Pathan… Larki Say Hum Say Shadi Karo Tum Ko Sawab Milay Ga..
Larki: Woh Kaisay?
Pathan: Hamari Shadi Hogi Bacha
Hoga, Bache Ka Name Sawab Khan Rakhenge.
by Pak101.com (few years ago!) / 1094 views
Similar Jokes
A man asked sardar je:
Aqal bari k bhans?
Sardar je said:
let me think
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
n then replied:
.
.
.
.
.
dovan de date of birth ty tu dassi nai..:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:-raat bhut ho gai hai aaj yhi ruk ja kal chale jana.
banta:-tikh hai to main ghar se night suite le k aata hun
santa:-tikh hai jaldi aana
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa:me bachpan me bahut taqatwar tha.
Banta:wo kaise?
Santa:meri maan kehti hai k jab me rota tha to sara ghar sar pe utha leta tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Banta:truch dekh kar tm kiun kanpte ho.
Santa :aik truck driver meri bv le gaya tha me sochta hun kahen wapas karne na aa raha ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Sirf Ye Na Socho K Har Guzrta Din
Mout Ki Taraf Jata Ha.
Balkay Ye Bhi Socho K,
Har Guzrta Din Shadi K Din Ko Qarib Lata Ha.
.(‘,’)>
<)(
_//_ O Teri Khair
Ye Tou Menay Socha Hi Nahi :-P
Hat Ja Yar Tayari Karnay Day.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Principal: If any boy is found in or around girl’s
hostel, he will be fined Rs 400 for first time, Rs
800 for second time & Rs 1200 for third time.
Student: How much will you charge for monthly
pass, sir ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
wa sardar sahib kia body hai
Iss pr sardar bola ……….
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Profesor ne 1 ladke ke liye 1 taraf cake or 1 taraf ladki rakhi.
Aur kaha ki in dono main se koi ek cheez le lo.
Ladka foran cake ki tarf Lapka
Doosri bar cake badal ke roti rakhito Ladka Roti ko Lapka..
Yun bar bar food item badalne per ladka her bar khane ki taraf bhaga.
Prof: Bas sabit hua ke bhookh hi sabse badi cheez hai.
Piche se 1 student bola:
"Sir ye is ki behan hai, 1 bar ladki bhi badal ke dekh lete?
by Pak101.com (few years ago!)
Lafz lafz likhon teri tareef mai,
.
.
.
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Kafi hain ya aur likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Yawr Sooraj Raat Ko Kyu Nhi Nikalta?
2nd Pathan:
Hahahaha
Niklega Bhi ToU Andhere Main Tere Baap K0 Bhi Nazar Nahi Aye Ga…
by hearthackervsgirls (few years ago!)