Jaan tu de raha hoon Or kia doon

Aik sheikh aadmi jo bara hi kanjoos thaJab marne laga tu
kisi aadmi ne oss se kaha
Sheikh saab abb tu app mar rahe hain Kuch Khuda ke naam par dete jayein

Sheikh ne aankhein kholte hoye kaha Jaan tu de raha hoonOr kia doon

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 897 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ek pathan Ko Police Ne Pakra Aur Poocha:

Ek pathan Ko Police Ne Pakra Aur Poocha:
Tum Ne 50 Aadmi Q Maaray?

pathan:
Janab, Hum 80 Ki Speed Se truck Chala Raha Tha, Achanak Pata Laga Break Nai Lag Rahy.
Ab Hamary Ek Taraf 2 Aadmi Ja Rahy Thy 0r Ek Taraf Barat,
Hum Kisay Maarta?

Police:
2 Aadmiyon Ko, Nuqsan Kam Hota.

pathan:
Hum Ne yehi Kiya Tha,
Ek Aadmi Ko Mara Aur Doosra Baraat Ki Taraf Bhaaga,
Hum ne Truck Us K Peechay Laga Dia..

by Mohammad Ali (few years ago!)
aik muqa aur

Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)

by Abdul Sami (few years ago!)
Zabrdast Misunderstandin

Zabrdast Misunderstandin g
.
.
Jewellery shop me ek admi ki
zabrdst pitayi ho gyi,
.
.
.
Reason Usne Sales girl se kha ki
"Aaapki ek - ek item gazab ki
hai"
.
.
.
.
Aaj sone ka kya rate hain?

by Pak101.com (few years ago!)
3 Idiots Best Line

3 Idiots Best Line –

“Neend ke piche mat bhago.Agar bhagna hai to padhai ke peeche bhago.Neend jhak mar ke tumhare peeche aayegi!”

by Pak101.com (few years ago!)
Alphabet

One day a kid goes to the teacher and says
KID: "Miss Can I Go To The Toilet"
TEACHER: "Yes but first you have to say the
alphabet"
So He Says the alphabet.
KID: "A b c d e f g h i j k l m n o _ q r s t u v w x
y z"
TEACHER: "Wheres The P"
KID: "Its Running down my leg miss"

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to Boy

Teacher to Boy :
Kal absent kyon the tum ??

Boy : Ma'am, aap ke kehne par, main
"The Dirty Picture" dekhne gaya tha .. ....
...
Teacher : Kya ??
Maine aisa kab kaha tumse ???

Boy : Ma'am, aap hi ne toh kaha tha, Bachcho,
'
'
'
'
'

'VIDYA' me mann lagaao.

by Pak101.com (few years ago!)
khod hi nakal leta

pathan martee waqt doctor se
pathan :doctor sahim mere marne ke bad mera dimagh kisi ko de dena
doc:tom be fikar hoke mar jao agar hota me khod hi nakal leta

by Abdul Hannan (few years ago!)
Help

Plan For Future:
Teacher asks children, what do u wish 2 do in future?
Ahmed : I want 2 b a pilot.
James : I want 2 b a doctor.
Swati: I want 2 b a good mother.
Asif : I want 2 help Swati.

by nadeem (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag

Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.

Frog: Nahin hai. Santa: Hai.

Frog: Nahin hai & jumps into the well.

Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?

by Pak101.com (few years ago!)
Agar mai gum ho

Wife: Agar mai gum ho Jaon to Tum Kiya Karo Ge?

Husband: Mai Akhbar me Add Donga!

Wife: Kiya Add do ge? Husband: "JAHAN RAHO KHUSH RAHO!"

by Mohammad Ali (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Baap ne Bete ki Talashi Li

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook