Larki BoyFriend Ki Qabr Per Ro Rahi Thi
Larki BoyFriend Ki Qabr
Per Ro Rahi Thi
Molvi: Q Roti Ho
Larki:Bechara KISS Mangte
Mangte Mar Gaya.Mgr Main
Ny KISS Nahi Di
Molvi: Tum Muje De Do,Main
Parh K Bakhsh Don Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 907 views
Similar Jokes
Le wapda: yeh bass last month hai loadshedding ka
Le awam: wow great! yani us k baad bijli ni jaye gee?
Le wapda: ni, phirr bijli khatam ho jaye ge
le awam
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Burhiya Bacchay Se:
So Ja Diploma So Ja
Parosan:
Aap Ne Isay Diploma Kyun Kaha?
Burhiya:
Meri Beti College Se Diploma Lenay Gayi Thi, Ye Le Kar Agai
by Mohammad Ali (few years ago!)
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs bach gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Na dekh asman ko itni hasrat se
~
aae dost
~
kisi parende ne muh pe gustakhi kar di to sari hasrato ka janaza nikal jae ga
by Sabir shah (few years ago!)
New style of proposing a girl "Can I borrow a coin?" "I told my mom that I wil phone her wen I met d girl of my dreams"
by sana (few years ago!)
Pehla dost: Tu office mein toh bada sher bana ghoomta hai, ghar par kya ho jata hai?
Doosra dost: Hota to sher hi hoon par DURGA sawaar ho jaati hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Kash! Tum Bakari Hoti,
Main Tum Ko Ghass Khilata,
Pyar Se Tumhare Seengh Pakadta,
Aur Puchta Pagal Kon?
Tum Ya Main?
Or Tum Pyar Se Bolti: “Main Main...”
Tab Main Khoob Jor-Jor Se Hasta…
by Pak101.com (few years ago!)
Girl-Mujhe Kyun Dekh Rahe Ho?
Tumhari Koi Behen Nhi He Kya?
Boy-He EsLiye To Dekh Raha Hu
Girl-Kyun?
Boy-Meri Behen Ko
BHABHI
Chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
After 2 Year Of Married Life, Some Examples How Wives Fight With Their Husbands….
Accountant Wife: Apne Hisab Se Raho Samjhe,
Share Broker Wife: Jyada Bola Na Toh Sauda Kar Dungi Loss Mein,
Orthopedic Doctor Wife: Kam Bolo, Haddiyan Tod Dungi,
Piolet Wife: Aaj Kal Jyada Hee Hawa Mein Udd Rahey Ho, Zameen Par Laau Kya Abhi,
History Teacher Wife: Mujhe Jyada Itihaas Mat Sikhao Samjhe,
Software Engineer Wife: Abey Pehle Bug Toh Nikal Le, Baad Mein Bahas Karna…
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Sitaray Dekhte Hue Boli:
Batao Wo Konsi Cheez Hai
Jo Tum Roz Dekhtay Ho Lekin Torr Nahi Saktay? ^_^
Husband:
Tumhara mooh -.- …
by A. Sami (few years ago!)