Insaan Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Insaan Apni Zindgi Mein Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Bhagwan Se?
No
Boss Se?
No
Wife Se?
No
Phir??
“Bhikaari Se”
“Maaf Karo Baba, Chutte Nahi Hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 1331 views
Similar Jokes
1 Pathan ki wall clock khrab ho gai
clock ko khola to Andar MACHAR mara para tha
Pathan:
O khana khrab ye chlay ga kyse?
Eska to DRIVER hi mara pra hy…!’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi Pathan Se: Ghusal k Kitne Faraaiz Hain ?
Pathan: 3
Molvi: Shabash Kon Kon Se?.....
Pathan: Shampoo, Saabun Aur Toliya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sonu- Abe Dekh Mere Daant..
Kaise.. Heere Ki Tarah Chamak Rahe Hai..
Monu- To Mere Kaun Se Kam Hai.
Ek Dum.
Sone Ki Tarah Peele Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
ek admi ped ki dal par har roj beth jat tha aur wo pagal ho chuka tha bato kyon
kyonki usne mba ki thi apne ko branch manager samjt tha
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Writing His Diary :
My Sister Had A Baby This Morning.
I’Ve Not Heard That Its A Boy Or A Girl.
So,I Dont Know
Whether I Am Uncle Or Aunty.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Young Boy Appointed As Chowkidaar In Nehru Women Hostel, Gujrat.
35 Din Guzarane Ke Baad Hostel Warden Ne Kaha:
Warden: “Aap Salary Lene Kyun Nahi Aaye?”
Boy: “Arrey, Kya Salary Bhi Milegi“
by Pak101.com (few years ago!)
Waiter-Apne samose aur pakodon ko andar se kha
liya, lekin bahar ka saara chhod diya! Aisa kyon?
Customer-Kyonki doctor ne kaha hai, bahar ka
khaana mat khao..
by Tanveer Hussain (few years ago!)