I like that girl...
Boy: I like that girl. His friend: she has a boy
friend. Boy: look. A goal post always has a
goalkeeper, but that doesn't mean you can't score
goals.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
Muqadar main raat ki nend nahi to kya hua…
Hum bhi muqadr ko dhoka de kar din ko so jatay hain..
(‘,’)/ Oh my God
<) ( I am SO INTELLIGENT NA
_/ \_
by khalid hussain (few years ago!)
Frog: “Sardar ka demag nahi hota”
Sardar: “Hota hai”
Frog: Nahi hota nahi hota
(& jumps in water)
Sardar: “Lo, is mai khudkushi karne wali kia baat thi”?:-):-D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chooohy Ko Lagi Billi Gori Gori
Dono Milne Lagy Chori Chori.
Chooha Bola OH Gori
Ao Khele Ankh Macholi
Billi Chohy Ko Kha Kr Boli:
I HATE LOVE STORY
by Pak101.com (few years ago!)
Dr to Santa Dawai hila Ke Piya Karo
Smart Santa: Dr Saheb Hilane se Dawai Chammacha se Gir jati hai or
Fir zameen se Chaatni Padti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Taxi Main Ja Raha Tha. Achanak Taxi Ruk Gayi.
Sardar Driver bola: Sir Taxi Aage Nahi Ja Sakti, Petrol Khatam Ho Gaya Hai.
Funny Santa: Koi Baat Nahi Taxi Vapis Ghar Ko Le Chalo.
by Pak101.com (few years ago!)
Arrange marriage Lottery ke
tarah hote hai.
Lag gye toh lag gaye
.
.
.
.
Warna lag gaye
by @irha@ (few years ago!)
Boss:Why Do You Want Time Off Next Week?
Employee:To Get Married
Boss:What Stupid Woman Would Marry You?
Employee:Your Daughter!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: ager mujhe opration se kuch ho jaye to is doctor se shadi ker lena
Wife: ap asa kiun bol rhe hain
Sardar: to kya main is doctor ko maf ker don.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa:
Oye Banta Machli Khayega?
Banta:
Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa:
Oye Chadd Yaar,
Chappal Pahen K Kha Lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sagar Ki Geeli Ret Par Ek Ladka Betha Tha.
Usne Apne Sath Bethi Ladki Se Pucha: "Tum Bolti
Kyun
Nahi?"
Wo Palkein Jhuka Kar Muskurai Aur Ret Pe Likha,
"Muh Mein
Gutka Hai"
Kitni Sharif Ladki Hai Yeh
by Tanveer Hussain (few years ago!)