Pathaan's wish
Pathaan's wish: when i die,I wana die like
my grandpa who died peacefuly inhis sleep not screamin likeall d passengersin d bus hewas driving ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 775 views
Similar Jokes
Teacher ne bachchon se poocha, tum future mein kya karna chahte ho?
Ram: Main pilot banna chahta hoon.
Vinod: Main doctor banna chahta hoon.
Deepa: Main achchi maa banna chahti hoon.
Ravi: Main Deepa ko help karna chahta hoon :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dost dusre dost se tum udas kyun ho?
Dusra dost: mene apne papa ko ek kitab ke liye paise bhejne ko likha tha
Pehla dost: To kaya unhone paise nahi bheje?
Dusra dost: Nahi, unhone mujhe wo kitab bhej di.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chuha (Rat) Sharab K
Glass Me Gir Gaya...
Wahan Se Ek Billi Guzar Rhi
Thi To Chuhe Ne
Billi Se Kaha K
Mujhy Yahan Se Nikalo
Phir Chahy Mujhy Kha
Lena.
Billi Ne Laat Mari Or Glass
Gira Diya.
Chuha Nikal Kr Bhaga Or Bil
Me Ghus Gya
Billi Na Kaha : Jhooty,
Dhokybaaz, Tum To Keh
Rahy Thy K Mujhy Nikalo,
Beshak Mjhy Phir
Kha Lena...
Chooha Muskuraya Or
Bola : Jaan Naraz Mat
Hona, Us Waqt
Main Sharab K Nashy Me
Tha..
by pinkey (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai..
by Pak101.com (few years ago!)
One person :-CA karne me kitna kharch aata hai
CA Student:-Paise to bahut kam kharch hote hai bhai, par JAWANI puri kharch ho jaati he
by Pak101.com (few years ago!)
Lady teacher: Aasman se farishte aate hain
Or apko chotay chotay Behan Bhai gift kerte hain.
A kid 2 his felow:Kya khyal hai Miss ko “3 idiots” na dikha dain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Amrood khaty waqt agar keera nazar aa jaye to bohat dil kharab hota hai,
magar...
.
.
ziyada jaan uss waqt nikalti hai..
.
jab..
.
.
keera aadha ho.
by Pak101.com (few years ago!)
2 ghantay aatay ki line main khara rehte huye ek
aadmi ghussay se chillaya. "Main Zaradari ko goli
marnay ja raha hon." Kuch dari baat woh wapas
aakr aatay ki line main khara ho gaya. Kisi ne
pucha. "Kyon Maar Diya?" Usne maayusi se jawab
diya. "Wahan pe bhi line lagi hui hai."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise
chalega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
EK PATHAN LARKI SE HUM SE SHAADI KARO TUMKO SAWAAB MILENGA.
LARKI WO KAISE:
PATHAN:HAMARA SHAADI HOGI,BACHA HOGA..,
BACHA KA NAAM SAWAAB KHAN RAKHGA…,
by Pak101.com (few years ago!)