Banta : Dekh Santa Ek Saanp
Banta : Dekh Santa Ek Saanp,Teri Biwi Ko Kaat Raha Hai.,Santa :D ar Mat Yaar.Vo Kaat Nhi Raha,Vo To Zehar Bharwane Aaya Hoga
by Pak101.com (few years ago!) / 779 views
Similar Jokes
Santa: Aam kaise diye
Fruitwala: 80 per Kg
Santa: Mehnge hai
Fruitwala: Lekin guarantee se mithe hai
Santa: Kitne saal ki guarantee hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Aik larka apnay dost ko bata raha tha.
Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.
Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Tumhary Ghar me Sab se Bahadur Kon Hai?
Bacha: Choha
Teacher: Wo Kese?
Bacha: Hum Abbu se Dartay Hen,
Abbu Ammi Se Darte Hain
Aur Ammi Chohay Se Darti Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar got a job in AIRTel
custmr: Hello my AIRTEL sim loked what 2Do?
Srd: y don take tention remove airtel sim put BSNL,thank u 4caling
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ek Din Bada Khush Khush Sa Ghar Aya Aur Santa Ko Bola
Pappu: “Aaj Madam Ne Ek Aisa
Sawaal Pucha Jiska Jawab Sirf Mujhe Hi Pata Tha”
Santa Khush Hote Hue: “Arrey Waah, Vese Sawaal Kya Tha?”
Pappu: “Blackboard Par Susu Kisne Kiya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ney ghar
say airport enquiry call ki aur poochha.
Madam punjab say AMERICA tak ka kitna saffar hay?
Receptionist.
One second sir
Sardar
Ok thanks
by Pak101.com (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Chhota Bachha Dukandaar Se Bolta Hai.
Bachha: “Uncle Dettol Soap Hai Kya?”
Dukandaar (Naak Se Ungli Nikalte Hue) Bola: “Haan Beta, Hai Naa”
Bachha: “To Phir Haath Dhoke Ek Creamroll De Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie !
by Pak101.com (few years ago!)