Santa pi kr Scoter pe
Santa pi kr Scoter pe 1 Arthi Se takra Gya,
dead body gir Gyi Log Sante ko Pitne lage,
SANTA- Jo Gir gaya Usse To Punch lo Jyada Chont to nhi lagi.
by Pak101.com (few years ago!) / 949 views
Similar Jokes
GOLU Ne A.C Lgwaya
MOLU-Apko To Sardi Bahut Lagti He?
GOLU-Oye Mene Ulta Lgwaya He
Garam Hwa Andar Or Thndi Hawa Bahar Jati Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail
Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!
Orkut Pe Mujhe Bhi Add
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai
Jab meri Biwi Bolti hai to mujhe Kuch Sunai nahi deta
Dr: Ye Bimari nahi hai Aalah ki Maherbani hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: mera beta raat bhar book ke saamne hee baita rahta hai.
Banta: lekin phir bhi woh fail kyu huaa?
Santa: wah book 'facebook' tha, isliye
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar goes into ladies toilet, all ladies suddenly stand up.
Sardar: izzat dil mai ho bus yahi kafi hota hai,
Beth jao,Beth jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai
Mummy Ki Chappal.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Ye scooty kab li
Banta: Kal raat ko EK ladki mujhe scooty par bahut dur le gayi aur boli jo chahiye le lo ,
main Scooty le aya.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki Ne Ek Car Ko Hath De Kar
Roka
QareeB AaNaY Pe Boli
SorY Main Samjhi Texi Hai
Driver Muskra Kar Bola
kamal hai,
“Main Bhi Yehi Samjha tha.;
by Abdul Hannan (few years ago!)