Ek jageer daar sahab sheher mein
Ek jageer daar sahab sheher mein apney naey parosi ko maroob kerney keliey bata rahey they,
“Agar mein subah apni car mein beth ker apni zameenein dekhney nikloon to shaam honey tak aadhi zameenein bhee nahi dekh sakta”
Parosi ney izhaar-e-afsos kertey huey kaha, “Hamarey paas bhee bohat saal pehley aisee hi ek car hua kerti thee”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 987 views
Similar Jokes
Ek chota bacha dusre se: Agar din mein suraj na nikla to kya hoga?
Dusre bache ne jawab diya: Bijli ka bill bhad jayega
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Admi Khudkush Dhamaka Kerne Gaya
Police Ko Dekh Ker Jab Button
Dabaya To Button Kharab Ho Gaya
Aur Hamla Awar Behosh Hogaya
Hospital Mai
Nurses Ko Dekh Kar Kehne Laga
Jannat Ki Aur Hoorain Kahan Hain
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA- maine apni biwi ko 12th karwayi
Fir B.Sc,Fir M.Sc,Fir usko job b lagwa di.Ab OR kya karWAU?BANTA- acha sa ladka dekh k shadi b karde
by Pak101.com (few years ago!)
EK PATHAN LARKI SE HUM SE SHAADI KARO
TUMKO SAWAAB MILENGA.
LARKI WO KAISE:
PATHAN:HAMARA SHAADI HOGI,BACHA HOGA..,
BACHA KA NAAM SAWAAB KHAN RAKHGA…,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay?
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi ki mein soya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
A little boy asked his father;
"Daddy, how much does it cost to get married?"
And the father replied;
"I don't know son, I'm still paying."
by Mohammad Ali (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use SURPRISE doonga..!
by Hassaan (few years ago!)
Muqadar main raat ki nend nahi to kya hua…
Hum bhi muqadr ko dhoka de kar din ko so jatay hain..
(‘,’)/ Oh my God
<) ( I am SO INTELLIGENT NA
_/ \_
by khalid hussain (few years ago!)
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
... Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!)