DO sardar jungle main ja rahy thay
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Mehman khana khate hue bole:-
Ye tumhara kutta mujhe bahut der se ghoor raha hai??
Chootu-Tum jaldi se kha lo,
Wo apni plate pehchan gaya h.
by Pak101.com (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek indian ny pathan ko tang karnay k lie uss sy pocha:
"Pakistanion" aur kutton me kitna farq hau?
Pathan replied: sirf "border" ka.
by kashif rashid (few years ago!)
Jb 1 Aurat dosri se baat karti hy to
Shetan 1 corner me khamoshi beth jata hy
Or
Sirf Seekhta hi nahi hy
Notes Banata Hy Notes.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek
banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to
mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz
chala gya to train kiya cheez hai :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta calls FM radio: I'v found sm1 named Kamaljit's wallet wid Rs. 15K.
RJ: Sir! U wnt 2 retrn d wallet?
Banta: Ni pagal! I wnt 2 dedicate a sad song 2 him.;-
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:me ap k lye aag pe chal sakti hun,nadi me kood sakti hun.
Boy:kia tum mujhe milne aa sakti ho?
Girl:pagal itni doop hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ek admi ne dozak mai shetan se kaha
"kia mai apke mobile se apni bewi ko call karsakta hon?"
Call karne ke baad admi bola: Call ke kitny paise don?
Shetan bola:No charge, because hell to hell is free
by Pak101.com (few years ago!)
Train mein 2 aadmi safar kar rahe the...
1st : Kahan se aa rahe ho?
2nd : Chandigarh se
1st : Wahan se toh mai b aa raha hu. Chandigarh me kahan
se aa rahe ho?
2nd : Sector 41 se
1st : Wahan se toh Mai b aa raha hu ye btao Sector 41 mein
kahan se aa rahe ho?
2nd : Sector 41-A se
1st : Wahan se to Mai bi aa raha hu ye batao Sector 41-A se
kis ke ghar se aa rahe ho?
2nd : Gautam sahab ke ghar se
1st: Wahan se toh Mai bi aa raha hu acha ye batao kahan ja
rahe ho?
Aas paas k musafiron ne tang aa ke kaha aakhir tum dono ho kaun..??
Dono aadmi : Hum dono bhai hain, bas time pass kar rahe
hain :P :D
by Pak101.com (few years ago!)