Pathan & SARDAR Marne ke bad
Pathan & SARDAR Marne ke bad swarg meSARDAR:tu kaise mara?PATHAN:thand se or tu?SARDAR:mujhe laga meri biwi ka kisi se affair hai,Jab ghar gaya to koi nahi thaSharm ke mare 5maine atmahatya ka li.Pathan ne jor se tamacha mara aur bola,sale agar FRIJ khol k dekhtato na tu sharm se marta aur na me thandse.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 981 views
Similar Jokes
Baba Saixdas Ne Ek Aisa Tarika Dhunda Hai Jis Se Aap Aram Se Lambi Umar Tak Jee Sakte Ho.
Ek Juth Aapki Zindagi Ke 5 Minute Kam Kar Deta Hai,
Aur 1 Muskurahat Aapki Zindagi Ke 10 Minute Badha Deti Hai,
Moral: “Haste-Haste Juth Bolo To Bhi 5 Minute Ka Faayda Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Reporter:
Ap ne Credit Card chori wale case se kya sabak
hasil kya?
.
.
.
.
Shumila Rana:
Shoping waha ke jae jaha Security Camera na lga
ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman: Tum ne faqeer ko Q mara?
Pathan: Hum ne ise baar bola tha ke hum aisa waisa aadmi nahi hai,
Phir bhi ye bolta hai"
Aik baar de dey baba, phir nahi aaonga.."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:
Ager aap ka dost or ap ki lover doob rahay
hoon to aap kis ko bachao gay?
Student:
Doob jane do dono kamino ko.
Wo ek sath kar kya rahy they…:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
7 Cheezein Jab Khatam Ho Jati Hai, To Bahot
Takleef Hoti Hai.
1 “Pyaar”
2 “Rishta”
3 “School Life”
4 “Dosti”
5 “Paise”
6 “Sms Pack”
Akhiri
7 “Toilet Mein Paani“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Docter:motape ka aik hi ilaj hai ap roz aik roti khaya karo,
mareez:ye roti khana khane se pehly khani hai ya khana khane k baad
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS “NARRA”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji : Motor bike se bade jor se aatein hai aur niche gir jate hai. Public sab aakar uper uthake puchne lagte hai, “sardar ji kaise ho?“
Sardar : Arre arre chodo bhai aap logon ki dimag kharab ho gaya hai ky YE MERA UTARNE KA STYLE HAI…
by Tanveer Hussain (few years ago!)