Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
.
Larka: pyar ka rishta 2 insano main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
farz karo
larka=cement
Larki=rait
love=pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
.
.
Larki (hans k): TU SHAKAL SE HI MAJDUR LAGTA HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1110 views
Similar Jokes
Q-Insan or janwar k bacho me kya fark hota H
An-Ullu k bache bade hokar ullu,Gadhe k Gadhe Bante H
jb ki Insan k bache Gadhe,Ullu dono ban Skte H
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi
Hospital gaya to waha 1 admi ki dono tange tooti dekhkar bola
"Kya aapki 2 biwiyan he"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kali African ladki ko God ne Pankh de diye to wo kushi se boli-Wow! God kya aab main Pari ban gayi hun? God-Nahi re Pagali tu aab Chamgadar ban gayi ho.
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU :chilkay samait KELA kha raha tha.
MOLU: Is ko cheel to lo.
GOLU: Cheelne ka kia zarurat hai,hum ko yaqeen
hai is k andar KELA he hai.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik chor makan ma dakhil huwa...
Tijori pe likha tha Right side button press karein..
. .
Chor ne aisa hi kia tau sairen baj gaya aur chor pakrra gaya..
. .
Court ma Judge ne pocha...
. .
"Tum apni safayi ma kuch kehna pasand karogay?"
. .
Chor ne afsurdah lehjay ma kaha. .
"Ma is se zyada kuch nhi kehna chahta k yeh dunya barri Dhokaybaaz hai". .
:D :D :D
HAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
Teacher
Batao Daryaaft or Ejaad me kya farq hai ?
Pathan
Mere baap ne meri maa ko Daryaft kya
or phir.
dono ne mil kar mujhe EJaad kia.
by Pak101.com (few years ago!)
Kaash dil ki hasrat poori ho jayai,
Aap dain miss call or wo receive ho jayai,
Sub bhoo ker kerain hum ghanton batain,
Hoosh tub ayai jub aapka balance khatam ho jayai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha
Kisi Ne Pucha: Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar Ek Dost Ko plastic Surgery K Liye 2 Lakh Diye,
Ab Saale Ko Pehchan Nahi pa raha hu
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ap bohat Khoobsurat,
Khush Mizaj,
Mohabbat karne wale.
Aur Mehnti ho.
Chal hun Teri Vaari..
Hun Tu V Koi Lateefa Suna.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Pak101.com (few years ago!)