Aik bacha apne baap ka naam
Aik bacha apne baap ka naam 1000 Watts kay bulb pay likh reha hota hai.
Baap bache se poachta yeh kya ker rahe ho?
Bacha: Aap ka naam roshan ker reha hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1277 views
Similar Jokes
Teacher: What Happened In 1869?
Student: Mahatma Gandhi Was Born.
Teacher: What Happened In 1875?
Funny Student: Mahatma Gandhi was Six years old.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar jb peshab karne k lye gia to radio sath le gia.
Bv :aj to bare maze se kia hoga
sardar:khak maze se jb bithne laga to qaumi tarana shoru hogia aur khare ho k karna para.
by Sabir shah (few years ago!)
Bhikari nay aik aadmi say kaha:khanay ko kuch mil sakta hai?
Is aadmi nay poocha:kal ka salan khalo gay?
Bhikari nay kaha: Ji han koi harj nahi.
Is aadmi nay kaha: acha to phir kal aajana, aaj to kuch nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TCHR- Ande me se Murgi ka Bacha kaise nikla?
SANTA-Madam, Ye koi badi bat nhi he. Zyada Interesting Ye he ki wo Usme Ghusa kaise?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Husband (ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Amma
Bus Conductar ko Roz Kaju or Badaam Khanay ko deti thi.
Conductar: AMMA, aap mujhe Roz ye Kyun deti ho?
Amma: Beta, Daant to rahe nahi, Choos kar Phenk dena Theek Nahi Lagta...:i hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Muhbt Nakam ho Jaye Tab Bhi Anso Nikaltay Hyn.
Or Agr Muhbt Kamayab Ho Jaye Tab Bhi Anso Hi Nikaltay Hain
by Pak101.com (few years ago!)
chooha Billi Se Darta Hai
Billi Kuttay Se Datrteee Hai
Kutta Aadmee Se Darta Hai
Aadmee
Biwi Se Darta Hai
Or
Biwi Choohay Se Dartee Hai
Hai Na Dunya Gol !!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Haathi Chuntiyo k Swimming Pool Mei Ja Gira
To Saari Chuintiya Baahir Nikal Aayi
1 Chuinti Haathi ki Peeth Pr Charh Gai
To Doosri Boli..
Dooba De Saaley ko
Larkiyo ko Chherta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 1st time jahaz py batha jesy hi jahaz ka agla tyre oper utha tu pathn pilot ko marny lga or bola mai Pahly hi dara howa hon or tm one wheeling kr rhy ho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)