Sardar
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
# Pathan Ne M.A mai 1st Position Li:
Teacher ne pocha: Ab Agay Kya Karne Ka Irada Hai?
Pathan:
.
.
.
.
Bachpan Se Shoq Tha
K
CHOWKIDARI Karon.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar g p.c.o gaye aur jate hi p.c.o wale ko 3 zordar thapar mare?
Q k
shop pe likha tha ,ptcl number dail karne se pehly 3 lagaen
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal:Itwar Ko.
Pehla Pagal:
Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho
Itwar Ko To Choti Hoti Hay
Ha Ha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher : yeh kaisa signature hai ????
''@@@@@@@@@''
.
Student : teacher , yeh meri mummy ka sign hai =)
.
Teacher : naam kya hai mummy ka ????
.
Student : her name is JALEBI BAI =)))
hahahahahahahahahahah
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar aaj to 1 Rs. me 3 amrood mil gye.
Banta: Wo kaise?
Snta: 1 Rs. ka 1 usne dia, 1 mai utha k bhag gya, or 1 usne muje fek ke mara...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- bhai jaldi jao tumhare ghar mein pani ghus gaya hai.
.
.
.
.
Banta- Kyun jhuth bolta hai,ghar mein pani kaise ghus sakta hai,ghar ki chabi jo mere pass hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 faqeer ki lotry lagi us ne un paison se masjid bana di
Dost to ne masjid kiun banai
Faqeer :is k age biath k me akela bhek mangun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Din School Mein Teacher Ne Pappu Se Ek Sawal Puchha?
Teacher: “Pappu Batao, Salwar Ke Nade Ko English Mein Kya Kehte Hai?”
Pappu: “Ji Mam, P.H.D.”
Teacher Hairan Hokar: “Iska Kya Matlab Hai?”
Pappu: “Ji, Payjama Holding Device.”
by Pak101.com (few years ago!)
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki
vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut
hil raha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
taSan.. yeah bacha tumhara kia lagta hai
Golu..: yeah mera door ka bhai hai
Molu ..: door ka mein samjha nahin
Golu..: iss k orr mere beech 8 behan bhai orr
hai :P: P: P:P :P :P :P :P :P :P :P...
by Tanveer Hussain (few years ago!)