Principal ROUND pe nikla.
Principal ROUND pe nikla.
Uss ne dekha 1 teacher 1 ladki
ko kiss kar raha hai.
.
PRICIPAL – what is this ??
.
Teacher – Maar se samjahti nahi, isiliye PYAR se samjha raha tha
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 973 views
Similar Jokes
Boy and girl of class 2 asked their teacher:
“can kids of our age have kids?”
Teacher replied ” NO, Never!! Its impossible.”
Boy said 2 girl :
“see i told you not to worry!!!!”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ki wall clock khrab ho gai
clock ko khola to Andar MACHAR mara para tha
Pathan:
O khana khrab ye chlay ga kyse?
Eska to DRIVER hi mara pra hy…!’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Aadmi Ki Lottry Lagti Hai Wo Khush Ho Kar Ghar Jata Hai Aur
Patni Se Puchhta Hai.
Pati Khushi Se: “Mujhe Lottry Lage To Tum Kya Karogi?”
Patni: “Aadhe Paise Leke Hamesha Ke Liye Tumhe Chhod Ke Mayeke Chali Jaungi”
Pati Gusse Se: “Aaj Meri 50 Rupaye Ki Lagi Hai Ye Le 25 Aur Nikal Le“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife lar rahe the
husband:tu kutti
wife: tu kutta
pas betha un ka acha bola:tommi
by Sabir shah (few years ago!)
Girl: Dear Hum Kaha Ja Rahe He?
Boy: Long Drive Par Dear
Girl: Pahele Kyu Nahi Bataya !
Boy: Mujhe B Abhi Pata Chala Jab Break Fail Huyi !
by Pak101.com (few years ago!)
Shiv-Mera Trishul Kaha hai ?
Parvati-Ganesh le Gaya.
Shiv-Kyu?
Parwati-Keh rha tha 'Girlfrind ke sath Maigi
Khane ke liye Papa ka kaanta le ja raha hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
CSS exam,
Santa got 1 question.
Prove
Sin x = 6n
Santa cancelled ‘n’ from both the sides.
Then
six=6
&
wrote:
“Kuch to standrd rakha karo CSS k ques ka”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by HAQ (few years ago!)
Pathan raste se guzar raha tha
Osne rash laga dekha poocha kia hoa
Aadmi : Bachi gatar mein gir geyi
Pathan : Shukar hai gatar ka dhakan khula tha Warna bachi ka dum ghut jata
by hearthackervsgirls (few years ago!)