Pakitani Police
Africa kai aik jungle mai aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 990 views
Similar Jokes
Ek riksha k piche likha
tha ki
SAWAN KA INTAZAR HAI...
Piche se 1 truck aya
aur riksha ko uda dia aur
us k piche likha tha
AYA SAWAN JHOOM K...
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to a newly wedded wife!
I could go to the end of the world for you
Wife: Thanks! but promise me
you will stay there for the rest of your life.
by Pak101.com (few years ago!)
ek pathan roz kitchen ja kar cheeni ka dabba kholta aur band kr deta...
..
..
..
.. kyun???
..
..
..
..
kyun k doctor ne kaha tha: apni sugar roz check kia karo... :D :D
by WAQAR (few years ago!)
Sharabi ko Daru peta dekh American bola-Pani to
mila lo
Sharabi-Hum Indian hai itna pani to daru ko dekh
ke he muh me aa jata he
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.
Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.
by Sabir shah (few years ago!)
Car se takra kar kabutar behosh ho gaya.
Aadmi use doctor ke paas le gaya phis ghar le aaya
aur pinjre me rakkha.
Kabutar ko hosh aaya or bola -
"Aila sala jail ho gai, wo car wala mar gaya kya."
by Pak101.com (few years ago!)
3 pathan ek bike pe ja rahe they
3 pathan ek bike pe ja rahe they
Trafic constable ne rokney k liye hath diya
Pathan: abay pagal hai kya…!
Pehle hi 3 bethe hain tu kaha bethe ga?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May Jhagar Tean
Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Papa: Beta,
Tum Apni Shadi Mein kis kis ko Bulaaoge..??
Beta:- jisne mujhe apne shadi mein bulaya tha..
.
.
papa:- mujhe bulaoge na..?
.
.
.
.
.
.
Beta:- tez mat baniye,
aap bhi nahi bulaye the mujhe...
by Pak101.com (few years ago!)
Ghalib ne girlfriend ko date per bulaya wo late aayi,
Girl: Am I late ?
Ghalib: Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai,
Doosri ka time ho gaya hai, tu ab aa rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)