Ek chote bacche ne apani pregnant
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai? Mummy : Issme pyara sa Baby hai. Baccha : Itana pyara tha to khaya kyu ussko?
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1055 views
Similar Jokes
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa
diyaa :-(
Banta: kaise?
: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur
India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe
ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Na Daddy Ki Maar Se,
Na Mummy Ki Fatkaar Se,
Na Ladki Ke Inkaar Se,
Na Sandalon Ki Bauchchar Se,
Ladke Darte Hain To Bas,
RAKHI Ke Tyohaar Se!
BEWARE! COMING SOON!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan k ek jumlay ne Photographer ko pagal kar dia:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"Yara passport size photo nikalo
Lekin mera Chappal bhe aana chaheye"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 sardar Paon mein rasi bandh rha tha
1 shakhs ne pocha>
kia kar rahe ho?
Sardar
khud-kushi
ADMI
lekin khud-kushi to gale
mein rasi bandh kar hoti hey
Sardar
pahley galay vich e paai c
mera tay saaa hi band hon lggya c..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu prays 4 2 hours daily
Hey Bhagwan meri lotery lagade!
After 1 hour bhagwan angrily appears & says
"ticket to lele bhikaari"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek naye teacher ne ek bachche se poocha, is pakshi ke pair
dekho aur iska naam batao.
Bachche ne kaha, pata nahin.
Teacher ne kaha, Tum fail ho
gaye,batao tumhara naam batao.
Bachche ne kaha Mere pair dekho aur naam batao
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: aap dariye mat. main hoo na.
Patient: wahi mera sabse bada dar hai doctor.
by Pak101.com (few years ago!)
Wapda walon se hamain itni Muhabat hai faraz,
.
.
.
Agar wo rooth jaye to hame Neend nahi ati
.
.
Yaar ye light kab aye gi…..
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer:Maaji Bhukha Hu, Khuda Ke Naam pe Khana De Do
Maaji:Khana Abhi Nahi Paka
Fakeer:FaceBook Pe RAHIM
CHACHA k Naam Se Hu
Pak Jaye To update kar dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki 2 Biwian Lar Pari
Ik Boli: Aj Sunday Hy.
Dosri Boli: Nahi Aj Monday Hy.
PATHAN Tang Aa K Bola :
Hum Kya Pagal Hai
Jo Jumaa Parh Ke Aya Hai..
by Pak101.com (few years ago!)