Baniya Log Akhir Itne Paisi Kyu Bacahte Hai?
Muftimal Baniya Apne Antim Samaye Par Apni Patni Ko Bulata Hai.
Muftimal: “Sunti Ho Tum Kaha Ho?”
Patni Daudi Chali Aayi Aur Boli: “Haan Ji, Main Yahaan Hoon”
Muftimal: “Mera Beta Aur Beti Kahaan Hai?”
Bache Bhi Muftimal Ke Paas Aaye Aur Bole.
Bache: “Ji Papa, Hum Bhi Yahi Hai”
Muftimal Ko Ye Sun Kar Gussa Aa Gaya Aur Vo Bola
Muftimal: “Jab Tum Sab Idhar Ho To Phir Sath Wale Kamre Ka Pankha Kyun Chal Raha Hai?“
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Lady to Dr : Mera beta motorcycle se gir gaya.
Dr. : I don’t know hindi, please talk in English.
Lady : Sir I no speak English.
Dr. : Try please.
Lady: My londa gironda from hero honda.
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa-Aaj breakfast kya kiya?
banta -Sandwiches
Santa -Jhooth Muli ke parathe khaye h na?
Banta -How do u know?
santa-Lips Can Lie But Hips Don't Lie!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Complete the sentence..
.
.
.
.
“Early to bed and early to rise……..”
.
.
.
.
.
.
Student:
“This Man has no interest in his wife..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BOY: Please sir let me marry with your daughter
I’ll give you gold equal the weight of your daughter.
SHEIKH: Give me some time.
BOY: To think about it?
SHEIKH: No! To increase my daughter’s weight.
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail ka bacha: Teri MAA itni moti hai k sab us ko TRUCK kehte hai.
Pathan ka bacha: Teri MAA moti nahi hai is liye sab log use cycle cycle kehte hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Height of Attitude :
1 lady see a boy of 5 years is smoking. . . . . . . . .
Lady :- kya tumhare dad ko malum hai, ki tum smoking karte ho.??
... .
.
.
.
Boy (dhua udate huye) : kya tumhare husband ko malum hai , ki tum abhi kisi gair "MARD" se bat kar rahi ho.????
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha Apni Maa Se Pitney k Baad
Papa Aap Ne Koi KaLa ilm Seekha hai Kya?
Papa: NAhi Beta
Bacha phir itni Zalim Bala Pakri Kese.. ?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sonu: Ladki fasaani aati hai. Monu: Nahi. Sonu: Kagaz ka jaahaz banake class room mein uda de, Madam puche to ladki ka naam lagade, bas ladki phas gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 2 me 2 gaye to kia bacha?
Sardar: muje kuch samaj nhi ai.
Teacher: Tumharay pass 2 rotian thein tum ne unko kha lia to tumharay pas kia bacha?
Sardar: Salan
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)