Man: Doctor! Doctor!
Man: Doctor! Doctor! my wife feels she is a chicken. Doctor :- Do you want me to cure her. Man: NO! I want a new egg recipe.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
She came in my life in
school..
I kept ignoring her..
She smiled, but I kept quiet..
She began to speak, but I din't listen..
I was not intrsted at dat time
&
When she began 2 leave,
I knew i needed her..
I started runing behind her, requesting.....
"MAM Attendance"
MAM Plz
Plz MAM.
Pehle se hi short Hai :D ;)
by dracula (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
Pessenger: Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan: Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger: Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan: Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Mohammad Ali (few years ago!)
Yeh naya injection
—<‘_’_'_’_'_’]==()
khaas unke liye jo SMS nhi krte,
Iske lagte hi sari knjusi ke keere
maar jayege.
Jab asar krne lage to reply kr dena.
by Abdul Hannan (few years ago!)
pathan ne Med¡cal Store Se Dawa¡ khareedi
Or Store Waley Sy kaha,,
“Cheen¡ ßh¡ Do”
Store Wala:”Cheen¡ Med¡cal pe nah¡ M¡lt¡”
pathan: hum pagal nah¡ Iss pe £¡kha ha¡ SUGAR FRÉÉ
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez ne doctor se kaha.mainek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
Doctor .....acha to main ap ko kal se 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz
ka 10 rope ka fayda nazar ayega.
by Abdul Basit (few years ago!)
?1 Ladka Apni
GF K Liye
Chooriyan Le Jaata
Hai..
GF=Khud Hi Penha
Do.
Boy=Mujhe Nahi
Pata Tha Ki Itna Accha
Response Milega
Warna Mai
KAPRE
Le Aata!!
by Pak101.com (few years ago!)
Reporter: Khan SAB platform par khare sb pathan kese mar gye?
Pathan: Aik elan hua k train platform par aa rahi hai sab ne jan buchanay k liye patri par chalaang laga di
Reporter: Phir aap kese bach gye?
Pathan: Main khudkukshi k lie patri par leta tha ye elan suna to mein platform par ja kar lait gya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek operation ke baad patient bola:
'doctor sahab Kya ab main aap logo se mukt hu?'
Beta doctor to neeche reh gye, main to chitrgupt hu...
by Pak101.com (few years ago!)
WAKEEL:
My Lord, Kanoon Ki Kitaab K Safa Number
15 K Mutabik Mere Mowakkil Ko Ba-Izzat Bari Kiya Jaye,
JUDGE:
Kitaab Pesh Ki Jaye,
(Kitaab Pesh Ki Gayi)
Judge Ne Safa Numbr 15 Khola
To Us Mein 5000 K 4 Note Thay,
JUDGE:
Es Tarha K 2 Saboot Aur Pesh Ki Jayen.:)
by Pak101.com (few years ago!)